Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2019

Zwerl sei paisa kaise kamaye all about zwerl in Hindi

Zwerll sei paisa kaise kamaye ajj hum iske upar bat karenge. Zwerll sei mene Jo payment mera bank account mei receive kiya tha iska proof bhi upke sath share karunga iss article ki madham sei. To chaliye suru karte hai. Zwerl keya hai: Zwerl ek aisa platform hai jahapar upp expert k sath (upke jaisa others log) chat karke paisa kama sakte hai. Zwerl par bohot sare investor ne invest kiya hai shef logo ko knowledge gain karane k liye and uss knowledge upp dusre logo sei paa sakte hai group chat and personal chat ki madat sei. All about Zwerl Application Zwerl ek application hai Jo upko playstore sei free mei mil jayga and direct site sei bhi zwerl k sath kam (knowledge share) kar sakte hai. Or jiski binimoy upko paisa milega. Zwerl sei Paisa kamane ka source/raste: Per day first group chat par answer doge to 1 dollar bonus milega Har  group chat k bad upko other expert vote karega to paisa milega Agar upko koi favourite karega or upke sath chat karega to

Audiobook kya hai and inko free mein Kaise sune : details jankari

Audiobook kya hote Hain and isko free mein Kaise sune  yah Mera pahla artical hai. Aaj main audio book ke bare mein aap logon ko detail information dunga, Jin artical ko padhakar aap log easily audio book keya hai unke bare mein information gain kar payenge. To chaliye suru karte hai. Audio book kya hai? Kisi book ko job hum record karte hai usko audiobook keh jata hai. Matlab kisi kitab ka text version job kisine read karke record karte hai uss kitab ko audio book bola jata hai. Audio book kyon aur kab jarurat hoti hai? Jab Ham ghar mein rahte hain koi bhi kitab ko easily padh sakte hain, Lekin jab ham Bahar dost ke sath ghumne jaate Hain use time  kitab ke Bina audiobook headphone ke jariye easily sun sakta hun. Audiobook k bademe jankari Raat ke sone ke time kitab hath mein lekar Bina, headphone kaan mein laga ke audiobook k jadiye kitab ka maja de sakte hain. Agar aapko kitab padhna achha lagta hai lekin Har time busy hone ke Karan padhaai nahin kar pa raha hai