Audiobook kya hote Hain and isko free mein Kaise sune yah Mera pahla artical hai. Aaj main audio book ke bare mein aap logon ko detail information dunga, Jin artical ko padhakar aap log easily audio book keya hai unke bare mein information gain kar payenge. To chaliye suru karte hai.
Jab Ham ghar mein rahte hain koi bhi kitab ko easily padh sakte hain, Lekin jab ham Bahar dost ke sath ghumne jaate Hain use time kitab ke Bina audiobook headphone ke jariye easily sun sakta hun.
Raat ke sone ke time kitab hath mein lekar Bina, headphone kaan mein laga ke audiobook k jadiye kitab ka maja de sakte hain.
Agar aapko kitab padhna achha lagta hai lekin Har time busy hone ke Karan padhaai nahin kar pa raha hai tab aap headphone laga ke audiobooks ka istemal Karen.
kisi audiobook ko download karne se pahle decide Kar lijiye aapka audiobook player device kaun si format support Karte Hain kyunki sabhi device ek hi type ki format support nahin karte.
Agar aap Apple or iPad use karte hain to aapke liye iTunes store best hai.
Audible.com se first 1 month free mein download kar sakte hain lekin Uske bad aapko subscription pack Lena hoga. Aur a site android and iphone donon ke liye available hai.
Project Gutenberg iss site se aapko thousands of free audiobook mil jaega.
Audiobooks.com (paid)
YouTube ek Number 1 platform hai. Jahan per aap hajaron audio books free me download and listen kar sakte hain. Aisi bahut sare channel hai Jahan se aapko bahut categories ka Hindi audio book mil jaega
Bhagabat Gita
Wings of fire (biography of Dr. APJ Abdul Kalam)
Rich dad poor dad
Think and grow Rich
[Upar mein Di Gai sabhi kitab main YouTube se sunna hai]
aap apna device storage pad bahut sare audiobook ka link and download file store karke rakh sakte hain.
Agar aapko aur storage ki jarurat hai to app one drive and google drive par account banake audio book ko online store karke rakh sakte hai, Jo bilkul free hai.
Audio book kya hai?
Kisi book ko job hum record karte hai usko audiobook keh jata hai. Matlab kisi kitab ka text version job kisine read karke record karte hai uss kitab ko audio book bola jata hai.Audio book kyon aur kab jarurat hoti hai?
Jab Ham ghar mein rahte hain koi bhi kitab ko easily padh sakte hain, Lekin jab ham Bahar dost ke sath ghumne jaate Hain use time kitab ke Bina audiobook headphone ke jariye easily sun sakta hun.
Audiobook k bademe jankari |
Raat ke sone ke time kitab hath mein lekar Bina, headphone kaan mein laga ke audiobook k jadiye kitab ka maja de sakte hain.
Agar aapko kitab padhna achha lagta hai lekin Har time busy hone ke Karan padhaai nahin kar pa raha hai tab aap headphone laga ke audiobooks ka istemal Karen.
Kaun kaun device mein aap audio book ka istemal kar payenge:
- Mp3 players
- Protable Media players
- Home stereo system
- Smartphone
- Tablet device
- Computer/ laptop
Audio book ke liye kitne type ki format hoti hai:
- Mp3
- WMA (Windows Media Audio)
- AAC (Advanced Audio Coding)
kisi audiobook ko download karne se pahle decide Kar lijiye aapka audiobook player device kaun si format support Karte Hain kyunki sabhi device ek hi type ki format support nahin karte.
Aaudio book Jahan se milega!
Agar aap Apple or iPad use karte hain to aapke liye iTunes store best hai.
Audible.com se first 1 month free mein download kar sakte hain lekin Uske bad aapko subscription pack Lena hoga. Aur a site android and iphone donon ke liye available hai.
Project Gutenberg iss site se aapko thousands of free audiobook mil jaega.
Audiobooks.com (paid)
Hindi audio book Jahan se sunenge:
YouTube ek Number 1 platform hai. Jahan per aap hajaron audio books free me download and listen kar sakte hain. Aisi bahut sare channel hai Jahan se aapko bahut categories ka Hindi audio book mil jaega
My favourite kuch hindi audio books:
Bhagabat Gita
Wings of fire (biography of Dr. APJ Abdul Kalam)
Rich dad poor dad
Think and grow Rich
[Upar mein Di Gai sabhi kitab main YouTube se sunna hai]
Audio book store kahan per Karen?
aap apna device storage pad bahut sare audiobook ka link and download file store karke rakh sakte hain.
Agar aapko aur storage ki jarurat hai to app one drive and google drive par account banake audio book ko online store karke rakh sakte hai, Jo bilkul free hai.
Comments
Post a Comment