Skip to main content

6 Useful application Directly Online gaana sunne k liye with their Amazing Features

Iss post mei aj aisi 6 most popular application k bareme bat karege, jaha sei upp log easily online sei, direct ganna sun sakte hai.

online sei direct ganna sunne ka fayde:

Android application k jariye online gaana sune

  •  Upko hamesha latest song ka notification milega
  •  Download karke storage full karneka jorurot nahi
  •  Bohot sare features milega
  •  Upni mood k hisab sei, ganna dhund sakte hai

6 Popular Application k jariye, Direct Online sei ganna suniye:


ganna: Online sei ganna sunneka sobse popular apps hai ganna. Isme upp kisi bhi latest song k sath kisi bhi song ko sun sakte hai. A application k under 30 million song and 20 Online radio platform hai.

Agar upp chate hai to kisi song ko download bhi kar sakte hai, lekin a facility shef paid member ko milega.

Isme upko High quality mp3 song k sath, Live lyrics, and Thousands playlist create or kisi bhi song ko favorite karke add  kar sakte hai.

Wynk: India mei useable 2nd most popular ganna sunne bala application hai. Isme upp free mei Hindi, Bengali, Punjabi, tamil, telegu or bhi bohot sare language ka song ko sun sakte hai.

Isme Internet Radio k sath sath 3 millions free music sunneka moja le sakte hai.

Upp Isme playlist create k sath sath, kisi artist ka latest song ko follow and dosto k sath kisi bhi song ko share bhi kar sakte hai.

Hungama: Hungama 10 million song ko store karke rakha hai upke liye.

Isme upko , Pop, Jazz, Ghazal, EDM, devotional or bhi bohot categories ka ganna mil jayga, Jo upp bilkul free mei sun sakte hai.

Isme upp Gaana sunne k sath sath, Point bhi kama sakte hai, Jo kisi paid song ko free mei sunane ka moka dilayga.

Saavan: Saavan mei upko Bollywood, Hollywood, Indian religion song, Hindi, English bohot sare categories k sath Online Radio ka bhi moja le sakte hai.

Upp Isme roj naya naya latest song ka list dekh Paoge or upka mood k anusar upko ganna provide karega.

Upp Isme upka local offline music bhi play kar sakte hai and pro membership leke kisi bhi song ko yfhr bhi kar sakte hai.

SoundCloud: SoundCloud Dunia ka sobse boda music steaming platform hai, jaha sei upp 150 millions ganna ko handle kar sakoge.

A application sei popular artist k sath, amm admi ka bhi ganna milega. keu ki a apps sobhi k liye track provide karte hai, Jo track k sath koi bhi ganna gaa sakte hai.

Google Play Music: Upar mei diwi gayi, sobhi application ads free nahi hai, agar upp ek paid member ho, tohi upko ads free features milega. Lekin google play music pehle sei ads free hai.

Isme upp 35 million song sunne ka 50000 song download karneka facility k sath online radio streaming ka bhi option milega.

Upp Isme kisi bhi song ko download karke , bina internet k bhi sun sakte hai.

Lastly, a tha 6 popular ganna sunneka application jaha sei upp log easily, kisi bhi ganna sun sakte hai.

Agar iss post k sombodit kisi bhi sabal hai to jorur comment par puche.



  • Spotify sei gaana kaise sune and keya hai

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.