Agar upne Naya adhar card k liye apply Kiya hai, lekin upko abhi bhi nahi Mila to upp uidai website sei adhar card ko easily download k bad print karke use Kar sakte hai.
Ajj Kal adhar card mendetory ho gaya . Or har jaga ajj adhar link ek passion ban gaya. Naya sim, Naya bank account, pan card, tax, online kyc sobhi jagapar adhar no k sath account link karna pad raha hai.
Lekin virtual aadhaar card download karne k liye upka mobile no k sath aadhaar card ka link hona joruri hai, tobhi upp virtual card download Kar payenge.
Virtual aadhaar card ki benefits:
1) Upko original card lekar ghumne ka jorurot nahi.
2) Upp kabhi bhi virtual card ka print lekar istemal Kar sakte hai
3) Mobile k under aadhaar card ka PDF rehega to aadhaar no ko easily use Kar sakte hai.
4) original paper card kho Jane k bad bhi v-card ka colour print karke istemal Kar sakte hai.
Virtual aadhaar card download karne ka tarika:
Pehle upp upar Mei diwi gayi website par jaiye.
Phir ohipar upka 12 digit aadhaar no daliye
(Note : Agar upp log masked aadhaar option par tik mark karoge to virtual aadhaar Mei diwi gayi 12 digit aadhaar no Mei sei 4 digit hidden rehega. Agar upp virtual card no ko chupana chate hai to uss option Mei tik mark kare, or agar upp normal aadhaar card download karna chate hai to uss option sei tik mark hata dijiye)
Uske bad niche diyi gayi captcha ko solve karke send otp option par click kariye kariye.
Phir otp enter karke niche diwi gayi survey ko complete karke download aadhaar option par click kare.
Sath sath upka aadhaar card PDF file Mei device par download ho jayga.
Virtual aadhaar card ko open kaise kare:
Koi bhi PDF viewers application sei download file ko open kare. Ubb dekhiye download file password mang raha hai.
Upp file ko open karne k liye upka first name ka 4 letter capital Mei or upka date of year Bina space k dal dijiye, Ubb dekhiye file open ho gaya.
Example: Mera date of year 1995 or Mera first name hai Sanju.
So, Mera virtual aadhaar card open karne k liye password hoga SANJ1995
UIDAI website sei step by step virtual card download kaise kare:
Pehle upp log uidai.gov.in website par jaiye
Phir Download Aadhaar option par jaiye.
Phir dekhe upar Mei diwi gayi interface upke samne Chala ayega. Upp upar Mei diwi gayi instruction ko padne k bad step by step follow kare.
Comments
Post a Comment