Skip to main content

My new Mobile Phone only for Blogging

Bohot din sei soch raha tha ek Naya mobile kharid ne ki, keu ki Mera purani mobile (Intex Aqua Young) par sobhi application thik sei support nahi Kar raha tha or hang bhi hota tha.

Lekin paiso k karon naya mobile kharid nahi paya, iss liye blogging karne Mei bhi bohot dikkat hoti thi. Iss liye job dhundne k bad job sei Mila salary sei Naya mobile le liya. Jiska nam hai Realme 3.

Pata hai ajj Realme x market Mei launch ho gaya, lekin Jada Paisa na hone k karon 9000 k under 3gb ram or 32gb internal storage k sath 13+2 back and 13 font camera or 4230 mah ki battery mere ko sahi laga. Iss liye 03/07/2019 Mei Flipkart par Realme 3 order Kar Diya tha, or ajj (05/07/2019) mene mobile ko receive Kiya.

Bohot acchi smartphone 9000 Mei amazing and superb interface with good quality camera

Realme 3 ek aisa mobile hai jiska camera and sound quality bohot accha hai. Or isme gyroscope Sensor bhi available hai. Itni kom rate Mei company ne iss mobile k under bohot features dala. Lekin ek problem hai, iss device ka display Full HD nahi hai, shef HD+ hai.

Mera pasand ki chij on Realme 3:


1: Gyroscope Sensor (jisme 360 video automatically hilta hai).

2: Kid space

3: Do not disturb

4: Convenience aid

5: Clone apps

6: Split screen

7: Theme store

8: Google camera support

9: nav bar customize and hide

10: App Encryption (particular apps lock/hide karte hai).

 Mujhe pata hai inme sei bohot sare features upp log bohot pehle sei use Kar chuke ho, lekin Mera purani mobile Mei a sob features nahi the jiske karon a sob features mere liya Naya hai, jiske karon Mei iss 10 chijo ko bohot pasand karta hu.

Mene iss mobile ko keu kharida :


Blogging karna Mera nesha hai, or purani phone 3g hone k karon blogging karne Mei bohot time lag jata tha or blog sei jura hua apps bhi achha sei support nahi karta tha. Iss liye mene kom budget Mei Realme 3 ko choose Kiya.

Future Mei mene YouTube video banane k liye socha hu or mene YouTube par dekha kom budget Mei Realme 3 perfect camera quality de raha hai. Iss liye mene Realme ko choose Kiya.

Lastly, A tha ek personal post, mene iss post ko iss liye likha hu keu ki mene kob Mera mobile kharida hu isko yaad rahe. Iss liye mene mobile receive karne k bad hi iss post ko publish kar raha hu.

Thanks for reading this.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.