Agar upke pas Realme 3 devices hai or upka device screen black ho gaya hai, or display light not on ho raha hai to iss problem ka somadha iss article Mei hai.
Overcharging Matlab 100% (full) charge ho Jane k bad bhi upka device charger connected rehte hai, to device hit ho jate hai jiske karon proximity sensor Kam karna bandh Kar dete hai or iske karon device ka screen light off ho jati hai.
Pehle black screen Bala mobile par dusra mobile sei call kare, agar upka mobile Mei call ata hai Matlab ringtone bajte hai to samaj jaiye, upka device over hitted ho gaya, or iss liye device ka screen light off ho gaya, lekin battery dead nahi hua.
Step 1: Pehle mobile sei 3 rd party cover ko hataye.
Step 2: Phir device ko sunlight sei dur cool area par 15 minute rakh dijiye.
Step 3: Phir device ka Volume plus (+) and Power button ko ek sath 10 second tok press kariye.
Ubb dekhiye Realme ka logo agaya. Iska Matlab upka device automatically reboot ho raha hai. Phir device open hone Mei 1 sei 2 minute lagega. Lastly device pehle jaisa ho jayga.
Bohot sare log rat Mei sone sei pehle device charger k sath connect karke Soo jate hai. Jiske karon Kob mobile full charge ho gaya a pata nahi chalta.
Or full charge hone k bad bhi device charger sei connect hone k karon hot ho jate hai.
Iss liye device ko din Mei charge kijiye. Or agar rat Mei charge karna hai to mobile Mei full charge alarm nam ka ek application download Kar lijiye. Jiske jariye device fully charge hone k bad alarm bajega or upp nind sei jagke charger remove Kar sakte hai.
Lastly, A tha ajj ki jankari Realme 3 black screen problem ko solve kaise kare uske bareme.
Agar upar Mei diwi Hui tips upka device Mei Kam nahi Kar rahe hai, to upp Realme service center par Jake contact Kar sakte hai.
Realme 3 black screen keu hota hai :
Overcharging Matlab 100% (full) charge ho Jane k bad bhi upka device charger connected rehte hai, to device hit ho jate hai jiske karon proximity sensor Kam karna bandh Kar dete hai or iske karon device ka screen light off ho jati hai.
Battery dead Hui ki nahi kaise check kare :
Pehle black screen Bala mobile par dusra mobile sei call kare, agar upka mobile Mei call ata hai Matlab ringtone bajte hai to samaj jaiye, upka device over hitted ho gaya, or iss liye device ka screen light off ho gaya, lekin battery dead nahi hua.
Realme 3 device ka black (frozen) screen problem kaise solve kare:
Step 1: Pehle mobile sei 3 rd party cover ko hataye.
Step 2: Phir device ko sunlight sei dur cool area par 15 minute rakh dijiye.
Step 3: Phir device ka Volume plus (+) and Power button ko ek sath 10 second tok press kariye.
Ubb dekhiye Realme ka logo agaya. Iska Matlab upka device automatically reboot ho raha hai. Phir device open hone Mei 1 sei 2 minute lagega. Lastly device pehle jaisa ho jayga.
Over hitting sei mobile bachane ka tips :
Bohot sare log rat Mei sone sei pehle device charger k sath connect karke Soo jate hai. Jiske karon Kob mobile full charge ho gaya a pata nahi chalta.
Or full charge hone k bad bhi device charger sei connect hone k karon hot ho jate hai.
Iss liye device ko din Mei charge kijiye. Or agar rat Mei charge karna hai to mobile Mei full charge alarm nam ka ek application download Kar lijiye. Jiske jariye device fully charge hone k bad alarm bajega or upp nind sei jagke charger remove Kar sakte hai.
Lastly, A tha ajj ki jankari Realme 3 black screen problem ko solve kaise kare uske bareme.
Agar upar Mei diwi Hui tips upka device Mei Kam nahi Kar rahe hai, to upp Realme service center par Jake contact Kar sakte hai.
Comments
Post a Comment