Bohot bar galti sei photo delete ho jate Hain iske liye bahut dikkat hoti hai purani photo bapas pane k liye.
Isliye aap log janenge kaise hum log easily deleted photo ko phir se recover kar sakte hain woh bhi Android application k jariye.
Mene permanently deleted photo recover karne ke liye ek application ka use karunga jiska naam hai diskdigger Jo 1 mb ka file ha. Iss application upko play store se milega.
Pehle aap log play store se diskdigger application download Kar lijiye.
Phir application ko open kariye.
Uske baad start basic photo scan option per click kariye.
saath saath apne mobile se sobhi deleted photo recover hona shuru ho jayega.
aur delete hua image ki ek lambi list so ho jayega.
Aap Jin Jin image ko recover karna chahte hain uske upar tap karke usko select Kar lijiye fir recover option dava dijiye.
Ab ahipe show hui second option ko choose karke particular folder mein image ko recover kar sakte hai. Keu ki baki Doo option free nahi hai iske liye upko premium deke buy karna padega.
Isliye aap diskdigger ko phirse launch kariye aur uske bad uppar mei Hui setting option ko click kariye. Phir particular date select karke phirse recover karye.
Agar uppko deleted photo ka thumbnail size chota Boda karna hai to upp ahise easily kar sakte hai.
Or clean up option sei image ko permanently delete Kar payenge.

Diskdigger se permanently deleted photo recover kaise kare :
Pehle aap log play store se diskdigger application download Kar lijiye.
Phir application ko open kariye.
Uske baad start basic photo scan option per click kariye.
saath saath apne mobile se sobhi deleted photo recover hona shuru ho jayega.
aur delete hua image ki ek lambi list so ho jayega.
Aap Jin Jin image ko recover karna chahte hain uske upar tap karke usko select Kar lijiye fir recover option dava dijiye.
Ab ahipe show hui second option ko choose karke particular folder mein image ko recover kar sakte hai. Keu ki baki Doo option free nahi hai iske liye upko premium deke buy karna padega.
Particular date mein deleted photo recover kaise kare:
Isliye aap diskdigger ko phirse launch kariye aur uske bad uppar mei Hui setting option ko click kariye. Phir particular date select karke phirse recover karye.
Agar uppko deleted photo ka thumbnail size chota Boda karna hai to upp ahise easily kar sakte hai.
Or clean up option sei image ko permanently delete Kar payenge.
Comments
Post a Comment