Viewers ko high quality article provide and site Mei others working k liye more bloggers ko here karna bohot joruri. Iss article sei hum janenge blog Mei new user/authore kaise add karte hai.
Particular blog Mei multiples blogger ko higher karna ajj ki date Mei common matter hai. Pehle shef WordPress Mei others blogger/authore ko add karneka option the. Lekin badme blogger.Com ne bhi iss feature ko launch Kiya.
Blogger user management system others authore ko request send karke; blog mei add karne k liye allow karte hai. Single blog Mei hum eksath 100 authors ko add Kar sakta hu.
Blog owner hamesha particular blog ka admin rehte hai. And other invited blogger shef unki post ko edit Kar payenge. Other blog post ko edit/delete nahi Kar payega. Iss liye invited blogger ko co-authore keh jata hai.
Multiple authore add karneka fayde:
1. Eksath milke blog ko handle Kar payenge.
2. Single dashboard sei everything manage hoga
3. Professional blogger upki blog Mei quality content and SEO ki correct information provide karega.
4. Upp khudka 2/3 email add karke, khud authore banke post ko koi bhi address sei asani sei handle Kar payenge. Iske jariye dusra email kho Jane k bad, daar nahi hoga.
Blogger position k bademe jankari:
Administrator: Blog admin blog ko full access Kar payega; jaise ki post editing, post delete, Naya member remove and add karna, ownership transfer karna.
Authore: Authore shred khudki post write and edit Kar payenge. Unko kabhi bhi, owner ne site sei remove Kar sakte hai.
Note: Job admin co-authore ko remove karega, unn authore ki previous post Mei koi effect nahi ayega.
Blog Mei New/Multiple authore kaise add karte hai:
Step 1: Blogger dashboard open karne k bad Setting sei basic option par jaiye.
Step 2: Phir Add Authors option k upar click kare.
Step 3: Phir particular authore ko invite karne k liye, unki email address ko enter karke, Invite authors option par click kare.
Phir particular authore ki email inbox Mei, upki blog sei ek invitation link jayga.
Uske bad new authore Accept Invitation link k upar click karega.
Step 4: Phir invited blogger ko blogger.com Mei sign in karna hoga.
Sath sath invited person particular blog Mei authore ban jayga.
Mene pehle Bata Chuka hu, co-authore shef post write and khudki post edit/delete Kar payega. Agar upp Co-authore ko other post ko edit karneka permission Dena chate hai, simply unko admin k rup Mei Grant kijiye.
Iss liye simply Admin option par click kare.
Finally, agar upp koi authore ko admin banate hai, a yaad rakhe admin kabhi bhi upki blog post / Blog ko delete Karne k sath sath upko bhi remove kar sakte hai. Iss liye trusted person ko soch samaj k blog admin baniye.
To iss post sei upp sikh chuke honge, blog Mei multiple authore kaise add karte hai. So, a post upko kaisa laga comment karke hume bataye.
Comments
Post a Comment