Skip to main content

With or without root system apps uninstall kare

System apps device Mei pehle sei installed rehta hai, upp system apps ko directly remove/delete/uninstall nahi Kar sakte. But agar upka device rooted hai, upp easily system application uninstall Kar payenge.

Lekin kabhi bhi  Google apps ko device sei uninstall or disable mat kare, iske jariye upka phone crash ho sakte hai.

System apps uninstall kaise kare

System apps remove karneka reason:

  • Upka un-useable apps device storage waste karte hai.
  • Phone battery joldi khotom ho jate hai.
  • Bohot cache and data create karte hai.
  • Malware jaisa application personal information ko internet Mei upload karte hai.

Unwanted system apps ko device sei remove karna bohot hard hai lekin impossible nahi.

Khud installed apps device sei remove kaise kare:


Agar khudki hisab sei device Mei installed application ko remove karna chate hai pehle upp device setting Mei jake app management list sei particular manually installed apps k upar tap kare.

Phir uninstall option k jariye application device sei remove kare.

Without root system apps uninstall kaise kare:


Upp without root system apps ko uninstall nahi Kar payenge. Upp shef particular system apps ko disable Kar payenge.

1. Pehle Android setting option mei jaiye.
2. Phir show system apps list k under jaiye.
3. Upp Jo apps ko uninstall karna chate hai uski upar tap kare.

Apps k upar click karke disable kare

4. Phir disable option Mei click kare.

Ubb dekhiye system menu list sei particular apps icon hide ho gaya. Iska Matlab particular apps disable ho Chuka hai, usko upp use nacho Kar sakte.

Agar upp disabled application ko phirse recover karna chate hai, upp system setting sei disable apps list option sei particular apps ko enable kare.

Non-rooted Android user shef system apps ko disable Kar payega. Lekin disable apps uninstalled apps k torai hote hai. Disabled apps Android code ko execute karne Mei blocked rehta hai. System apps ko remove karne k bad agar koi problem ata hai, upp phirse particular apps ko enable karke use kare.

Rooted device Mei system apps ko uninstall kaise kare:


Agar upka device rooted hai, upp completely system apps ko uninstall karke device sei remove Kar sakenge.

This apps k jariye bohot easily and quickly system apps ko remove karne payenge. This application ad-supported hai and iss application k jariye application sd card need bhi move Kiya jata hai.

System apps remover, system apps uninstalling k liye sobse best hai.

System app remover application sei, system apps ko remove karne k liye, pehle device Mei application ko install kare.

Particular apps ko select karke uninstall kare device sei

Phir application k under system apps ka list milega, ohise particular apps k upar tik mark (✓) karke, Red Colour ki uninstall option k upar tap kare. Sath sath select kiwi gayi system application uninstall hoke Android device sei remove ho jayga.

Finally, upp iss article read karke koi bhi system apps ko easily uninstall Kar sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.