Skip to main content

Backlinks keya hai and it's important (details guide)

SEO two divisions mei divided hai. Ek on-page SEO and 2nd is off-page SEO. On-page SEO webpage optimization k liye Kam karte hai and on-page SEO k liye Jada knowledge ki jorurot nahi.

Lekin off-page seo k liye hardworking karna padta hai. Jaise ki backlink build karna, social media Mei site ko promote karna. Iss article sei hum janenge, backlink keya hota hai, kaise build Kiya jata hai and iska important keya hai.

Backlink keya hai?


Website Mei incoming links ko backlink keh jata hai. Agar koi website/blog ko others site Mei link Kiya jata hai, than backlink generate hota hai.

Backlink keya hai details jankari

Website ko rank karne k liye backlink building no 1 chij hai. Job upp another website sei solid and high quality backlink banate hai, upka site domain and page authority increase hote hai.

Backlink sei jura hua terms:


Link juice:


Job koi blog Mei upki site ka link hote hai, uss website sei upki website par link flow hote hai. Hum isko link juice kehte hai. Site ranking and domain authority badane Mei link juice bohot important hai.

High quality links:


Jo  site Google eyes Mei accha hai, and Jin site ka domain authority high hai, uss site sei backlink banaoge to high quality link build hoga. Blog ki search engine Messi rank karane k liye quality link bohot joruri hai.

Low quality links:


Koi trashed and spam site par upni site link add karenge to usko low quality link keh jayga. A sob low quality link blog ranking ko increase nahi karte.

Internal link :


Job upp upki site ki koi page dusra page Mei link (add) karete hai, isko internal linking keh jata hai.

Root domains:


Job koi unique site sei upki site par 20+ backlink generate hote hai, isko 1 root domain bulaya jata hai.

Matlab koi particular domain sei upke site par 20+ backlink milta hai, upki site par one linked root domain prapt hogi.

Anchor text:


Hyperlinking k liye Jo text use hote hai, usko anchor text kehte hai.

Types of links:


Dofollow link:


Dofollow link ek site sei dusre site par link juice k doran flow karte hai. Jo site ranking k liye bohot important hai. Agar by default koi link khudki blog par add karte hai, o Dofollow link ki jaga lete hai.

Example of Dofollow link:

<ahref="techwriter10.blogspot.com">techwriter10</a>

Nofollow links:


A links link juice ko another website Mei flow karneka permission nahi dete. Nofollow link ka search engine mei koi value nahi rakhte. A shef blog page ko natural look dete hai.

Example of Nofollow link:

ahref="techwriter10.blogspot.com"rel="nofollow">techwriter10</a>

Important of backlinks (backlink ki jorurot):


Site first index hote hai:


Job Google bots site ko index karte hai, agar site Mei link Jada hai, Google crawl karke joldi uss site ko index Kar dete hai.

Backlink k jariye Google bots/spider blog niche ko easily findout karte hai. And crawlers ko effectively crawl karne k liye information dete hai.

Upp particular site k liye jitne Jada backlinks create karenge, utna joldi site search engine Mei indexed hogi.

Search ranking improve karte hai:


Backlink site ki search ranking improve karte hai. Job koi particular backlink Jada sei Jada backlink receive karte hai, than particular article search engine k under higher rank hote hai. Lekin site ranking k liye high-quality Dofollow Backlink banana hoga.

Referral traffic recive hote hai:


Upp Jin Jin site sei backlink banate hai, uss site sei traffic bhi ata hai. Backlineked site sei visitors refer hoke upki site ka post read karega, Jana sei upni site par traffic increase hoga.

High quality backlink kaise build kare:


Guest posting kare:


Guest posting backlink bananeka bohot purani technique hai. Guest posting ka Matlab hai others site Mei link k sath article likhna. Jis article Mei upki site url k doran traffic ayega. Iss liye guest posting backlink building k liye great source hai.

So, agar upp high quality website Mei high quality guest post likhte hai, upko high quality backlink prapt hoga. Jiske doran upke site ka massive traffic k sath high rank milega. So, hamesha big, fresh and unique, SEO optimized article likhke guest post submit kare.

Dofollow blog Mei comment kare:


Internet Mei bohot sare Dofollow blog available hai, lekin sobhi site high quality nahi hai. Hamesha kosis kare high quality site sei backlink banane ka.

Others site par comment karke upp kuch traffic gain Kar payenge. So hamesha other site ki post ko read karke article k bademe comment kare. Lekin without read blog post comment karenge to upka comment spam ho sale hai, jiske doran kabhi bhi uss site sei backlink nahi Banda payenge. Iss liye post read karke attractive comment likhe.

Question, answer forums mei join kare:


Quora, Yahoo jaisa forums par sabal ka Jovan dijiye and niche upni site url ko add kare. Or iss technique ko white hat link building kehte hai.

Web directories Mei upka blog submit kare:


Blog directories Mei blog submit karke backlink banane k sath Google Mei site ko first index Kar payenge.

Internet Mei bohot sare free and paid directories hai. Paid directories 24 hours k under site ko index karega and free directories indexing karne k liye less than 4 weeks time leta hai.
High quality k sath low quality directories bhi internet Mei mojut hai. Hamesha High quality web directories par blog submit karneka kosis kare.

Backlink banane k liye Jo techniques ko avoid karna chahiye:


Backlink Matt kharide:


Bohot sare log kehte hai $5 or $10 Mei high quality backlink milega. Kharid ne k bad pata chalta hai backlink low quality ka hai. Jiske karon blog improve hone k bajay ranking down ho jate hai. Iss liye kabhi bhi backlink Matt kharide, manually build kare.

Quality backlink bananeka kosis kare:


Quality backlink blog ranking ko improve karte hai and low quality backlink ranking down Kar dete hai. Iss liye hamesha quality backlink build Kare.

10 quality backlink 100 low quality backlink ka equal hote hai. Google hamesha quality par focus karte hai, quantity par nahi. Iss liye pehle high domain and page authority site ko dhunde, Phir backlink banaye.

Site niche k hisab sei backlink create kare:


Job backlink build Kar rahe hai, hamesha yaad rakhe upni site related other site sei backlink banane Mei. Unrelated site sei backlink build karke bhi koi fayda nahi. Google a sob backlink ko important nahi dega.

Example ki torpar upne tech relead blog banaya hai and science related blog sei backlink build Kar rahe ho. Aise karne Mei upka site improve nahi hogi. Upko shef upni niche other site sei backlink create karna hoga.

Lastly, To a tha jankari backlink and uski importance k bademe. Mei asha karta hu iss article padne k bad upp easily backlink Bana payenge. And upko backlink k bademe idea bhi gain hoga. Agar iss article sei related upka koi sabal hai, upp comment karke Puch sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.