Skip to main content

Google Voice Command k jariye blog post Likhne ka tarika

Google voice command sei agar blog post publish Kiya jata to kitna accha hota. Upka time bhi kom lagta and Jada sei Jada keywords kom time Mei published ho jata.

Iss liye ajj iss article sei upp log janenge kaise Google voice typing ki madat sei blog post likha jata hai. Jo sobhi blogger k liye bohot helpful ek triks hai.

Write blog post

Voice Typing sei post likhne ka fayde:


1. Kom time Mei Boda sei boda article ko cover Kar payenge.
2. Time save karke other work Mei laga sakte hai.
3. Spelling mistake bohot kom hogi.
4. Hand rest milega.
5. Without computer, mobile k jariye easily access Kar payenge.
6. Anywhere blog post likh sakenge.

Equipment for Voice Typing:


1. Microphone - for better communication
2. Android mobile
3. Internet

Voice type karke article kaise likhe:


Step 1: Pehle Blogger dashboard open karke New Post option sei Naya post likhne ka dashboard open kare.

Google voice typing advantage disadvantage of Google voice typing janiye Hindi mei

Step 2: Keyboards Mei diwi gayi Microphone option k upar tap kare.

Step 3: Now say the sentences which you like to put on your article.

Step 4: Aise karke particular sentences and keywords likhne k bad enter button press karke new paragraph wise article likhiye.

Disadvantage of Voice Typing:


1. Google voice typing sei agar upp post likhte hai, upko full stop (.) , Special charecter (&$#@) Keyboard k jariye Dena hoga. Iss liye ek sentence khotom hone k bad thoda wait karke full stop deke; next sentence type karna hoga.

2. Voice typing sei article likhne Mei high quality internet k sath clear voice hona joruri hai. Nahi to bar bar spelling mistake hogi.

Lastly, To a tha choti si tricks Google voice typing k jariye post likhne ka. Iss trick ki madat sei big post half time Mei likh payenge. Voice type k liye post writing k bademe bohot joldi upko sochna padega, keu ki jita quick upp sochenge utna joldi post complete hogi.

Comments

Popular posts from this blog

PUBG ki file Kaise Download Kare Mobile aur Desktop par

PUBG bahut hi famous game hai, lekin pubg ki file kaise download karte hain yah bahut se logon ko nahin pata. Isliye aaj ham mobile or desktop me PUBG game file download karke, Kaise play Karte Hain Uske bade mein jaenge. Aaj ke jamane mein player unknown battleground game duniya Ka most trending game hai. 500 million se bhi jyada log duniya bhar pubg ko play Karte Hain. Jo play store se download karke mobile mein installing k jariye dost k sath milkar khelna padta hai. Ron gaming face revealed Agar aap nahin Jante pubg game file kaise download kare koi bhi Android device per, to app simply niche Di Gai step follow Karen pubg mobile file kaise download karen Aap pahle Android ki playstore ko open Karen Phir search box mein pubg mobile likhkar search Karen Uske bad install option ke upar Karen Phir pubg mobile application aapki device mein download hona shuru ho jaega. Installing khatm hone ke bad simply application ko open Karen. Phir Download now button k ...

Geetha Govindam Movie Hindi Dubbed Download : Filmyzilla

गीता गोविंदम एक रोमांटिक कॉमेडी फिल्म है, जो 2018 में तेलुगु लैंग्वेज में रिलीज हुई थी। इन फिल्म का डायरेक्टर परशुराम और प्रोड्यूसर बानी बसु। Telugu industry में ए बहुत ही हिट फिल्म है। Geetha Govindam cast: Real Name : Role Play Vijay devarakonda : Vijay govind Rashmika mandanna : Geeta Subbaraju : phanindra Rahul ramakrishna : ramkrishna Nagababu : govind father Many others About this Flim Production company : GA2 pictures Release date : 15 August 2018 Running time : 148 minutes Country : India Language : Telugu Budget : 5 crores Box office : 123 crores Geetha Govindam full movie in Hindi Dubbed Download Filmyzilla and xfilmywap Filmyzilla or xfilmywap साइट पर geetha govindam मूवी लिक हुई थी लेकिन मूवी रिलीज होने के कुछ दिन बाद, गवर्नमेंट की तरफ से, इस मूवी को फिल्मी जिला वेबसाइट से ब्लॉक कर दिया है। http://wapwon.live/category/filmyzilla-in-south-movie.html ए थी पुरानी लिंक Filmyzilla से geetha govindam मूवी डाउनलोड करने का। अ...

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k...