Skip to main content

Without PC Android device one click Mei root kare (Pros & Cons)

Rooting ka Matlab hai, device ko superuser permission Dena. Jiske jariye upp all system file and folders ko access Kar payenge, custom ROMs install Kar payenge, performance increase Kar payenge, and root application ko installing k sath battery life ko bhi increase Kar payenge.

Pehle Android device root karna into asan nahi tha. Iske liye kuch tools (pc and software) ka jorurot hota. Lekin ajj ki day Mei 1 minute k under Mei device root karna possible ho gaya or iske liye laptop or PC ka jorurot nahi.

Android device ko application k jariye rooting karenge to, dobara easily unroot Kar payenge. Lekin PC sei device root karne k bad unroot phirse nahi hoga.

Mei iss article Mei Android device ka Jo tarika bataunga, iske liye PC or laptop ka jorurot nahi. Shef simple Android app download karke and step ko follow karke asani sei device root Kar payenge.

Without PC Android device rooting top apps

Pros of Rooting:

1. Upp all Android file and folders ko access Kar payenge.
2. Performance increase hote hai.
3. Battery time and life badta hai.
4. Custom ROMs install Kar payenge.
5. RAM increase Kiya jata hai.
6. Unwanted system apps ko device sei remove Kar payenge.

Cons of Rooting:

1. Device brick ho sakte hai.
2. Data loss ho jayga
3. Warranty khotom ho jayga.
4. Privacy nahi rehega.
5. Upp bohot sare Google products and security apps ko access nahi Kar payenge.

Root karne sei pehle in baton ko yaad rakhe:


1. Root karne sei pehle Android phone ka complete backup lijiye, keu ki rooting k jariye upka device data loss bhi ho sakte hai
2. 60% k upar battery Mei charge hona joruri hai
3. Pehle niche diwi gayi step ko read kare, Phir device rooting karne ka kosis kare.

Android device without PC Root kaise kare:


Upp without PC, application k jariye mobile root karne k liye, niche diwi gayi 6 application mei sei kisi ek ko choose karke Android root Kar payenge. Iske liye har ek application ka step by step guide ko follow kare.

1. FramaRoot:

FramaRoot device rooting ka most popular application hai, Jo upko playstore sei mil jayga.

  • Download FramaRoot
  • Install and open the app
  • Install superuser k upar tap kare and explotic choose kare.
  • Uske bad upko success message milega.


2. Universal Root:

This application k jariye Android mobile ko easily simple tariko sei root Kar payenge.

  • Download the apps
  • Install and open
  • Go Root option Mei click kare


3. iRoot:

iRoot bhi bohot simple application hai, joki ek Chinese application hai.

  • Download iRoot application
  • Install and open
  • Click on I agree
  • Click on Root button
  • Phir thori time wait kariye rooting hone k liye.


4. Z4Root:

ZaRoot application bohot e purana ek rooting application hai.

  • Download this apps
  • Install open
  • Click on Temporary Root/Permanent Root (your choice)


5. Root Master:

  • Download
  • Install & Open
  • Click on Root
  • Wait sometimes for rooting success


6. King Root:

  • Download and Install this app
  • Open the app
  • Click on Root option


Upke device rooted hai ki nahi kaise pata (verify) kare:


Root check kare Android ka

Agar upki divice root hua ki nahi upp pata karna chate hai, upko ek application playstore sei download karna hoga, jinka name hai Root Checker. Iss apps k jariye upp easily rooted device confirm Kar sakte hain.

  • Download Root Checker application from playstore
  • Install and Open
  • Give apps permission
  • Tap on VERIFY ROOT


Phir upka device rooted hai to upko green colour ki successful message milega.

Rooted device ko unroot kaise kare:


Rooted device unroot kare step by step

Agar rooted device ko use karne Mei problem ho raha hai, or upp rooted device use karna continue nahi karna chate hai, upp simply device ko unroot Kar dijiye. Iss liye SuperSU application ko download karna hoga.

  • Phir application open kare
  • Apps ki setting page Mei jaiye
  • Full unroot option Mei tap kare
  • Phir continue kare
  • Phir unrooting start ho jayga.


Or kuch minute wait karne k bad device fully unroot ho jayga. Upp pehle jaisa unrooted device ko use Kar payenge.

Finally, upko Android device root karneka information mil chuke hai. Upp upar Mei diwi gayi 6 application ka list Mei sei, ek ko choose karke Android mobile root kare. Or rooted device chalane Mei problem ho rahi hai to, phirse device unroot kare.

Or rooted device chalana chate hai to, device full rooted hai ki nahi o bhi check Kar lijiye.

Comments

  1. I just love your article. I do invariably look over your web site for brand new articles. I am recently performing on an associate app avast anti theft apk that's going awing and special because of you

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.