Skip to main content

Shortcut Keyboard key k jariye, Computer Handle kare (Full List)

Ajj kal Computer daily life ka ek important part hai. Agar upp ek frequent computer user hai, to Keyboard shortcut keys Jana, upke liye bohot important hai.

Basically one or more keys ka set ko, computer shortcut key kehte hai.

Upp keyboard shortcut k jariye, koi bhi computer program easily handle Kar payenge. Otherwise upko menu option and mouse ka help Lena hoga.

Iss page Mei, commonly used shortcut keys ka ek list milega. Jahase upp easily and quickly computer program use Kar sakte hai.

To chaliye Shortcut list ko dekhte hai!

Basic shortcut keys of computer:


Alt + F current program sei file menu open karne lie
Alt + E -- Current private ka exit Option dhundne k liye
Ctrl + A -- all text ko select kare
Ctrl + X --Selected item ko cut kare
Ctrl + C -- selected item copy kare
Ctrl + V or Shift + Ins -- selected item paste kare
Ctrl + Home -- document ka suru Mei Jane kliye
End -- current line ka end Mei jaiye
Ctrl + End -- document ka end Mei jaiye
Ctrl + < -- one word ko left Mei move kare
Ctrl + > -- one word ko right Mei move kare

Shortcut keys of Microsoft Windows:


Alt + Tab -- open application ko switch kare
Alt + Shift + Tab -- open application ko backward Mei switch kare
Ctrl + Alt + Del -- Reboot/Windows task manager
Alt + Print Screen -- current program ka screenshot lijiye
Ctrl + Esc -- Start menu open kare
Alt + Esc -- taskbar application ko switch kare
F2 -- Selected icon ko rename dijiye
F3 -- Desktop sei kuch dhundiye
F4 -- browsing k time, drive selection ko open kare
F5 -- Content ko refresh kare
Alt + F4 -- open Kiya hua current program ko close kare
Ctrl + F4 -- Close window in program
Alt + Enter -- Selected icon or program ka properties window open kare
Shift + F10 -- selected item sei right click simulate kare
Shift + Del -- program or file ko permanently delete kare

Hindi mei Puri list

Shorcut keys of Microsoft Windows:


Ctrl+ A -- current page ki all content select kare
Ctrl + B -- Selected content ko Bold kare
Ctrl + C -- selected text copy kare
Ctrl + X -- selected text cut kare
Ctrl + N -- New and blank Document open kare
Ctrl + Open -- Particular document ko open Kar payenge
Ctrl + P -- Print window ko open kare
Ctrl + F -- Find box open kare
Ctrl + I -- selected content ko Italic kare
Ctrl + K -- link insert Kar payenge
Ctrl + U -- selected item ko underline kare
Ctrl + V -- selected item paste kare
Ctrl + Y -- last action ko Redo kare
Ctrl + Z -- last action Undo kare
Ctrl + G or Ctrl + H -- Find and replace
Ctrl + D -- Font option milega
Ctrl + Shift + F -- font change Kare
Ctrl + Shift + > or Ctrl + ] -- Selected font ko +1 mei increase kare
Ctrl + [ -- selected font ko -1 Mei decrease karte
Ctrl + < -- one word ko left Mei move kare
Ctrl + > -- one word ko right Mei move kare
Ctrl + up arrow -- one word ko paragraph or line ka ekdom suru mei move kare
Ctrl + down arrow -- one word ko paragraph or line ka ekdom last mei move kare
Ctrl + Del -- cursor ka right Mei likhi gayi word ko Delete kare
Ctrl + Backspace -- cursor ka left Mei likhi gayi word ko Delete kare
Ctrl + End -- document ka ekdom end Mei cursor move kare
Ctrl+ Home -- document ka ekdom start Mei cursor move kare
Ctrl + Space -- highlited text ko default font Mei replace kare
Ctrl + Alt + 1 -- text ko heading 1 mei convert kare
Ctrl + Alt + 2 -- text ko heading 2 mei convert kare
Ctrl + Alt + 3 -- text ko heading 3 mei convert kare
F1 -- help option open kare
F7 -- selected text or documents ka spelling check kare
F12 -- Save as option
Ctrl + S or Shift + F12 -- Save option milega
Alt + Shift + D -- current date insert kare
Alt + Shift + T -- current time insert kare
Ctrl + W -- document close kare

Shorcut keys of Microsoft Excel:


F2 -- selected cell ko edit kare
F5 -- specific cell mei jaiye
F7 -- selected text or Document ka spelling check kare
F11 -- chart create kare
Ctrl + Shift + ; -- current time enter kare
Ctrl + ; -- current date enter kare
Alt + Shift + F1 -- new worksheet enter kare
Shift + F3 -- Excel formula window open kare
Shift + F5 -- search box open kare
Ctrl + A -- worksheet ka all content select kare
Ctrl + B -- selected content ko Bold kare
Ctrl + I -- Italic kare
Ctrl + C -- selected text ko copy kare
Ctrl + V -- selected text paste kare
Ctrl + K -- link insert kare
Ctrl + F or Ctrl + H -- find and replace option open kare
Ctrl + Y -- Selected text underline kare
Ctrl + O -- Open option
Ctrl + N -- New document open kare
Ctrl + P -- Print dialog box open kare
Ctrl + S -- Save the document
Ctrl + F9 -- current window minimize kare
Ctrl + F6 -- open windows ko switch kare
Ctrl + W -- document close kare
Ctrl + Shift + @ -- Time format
Ctrl + Shift + ^ -- scientific format
Ctrl + Shift + % -- percentage format
Ctrl + Shift + # -- date format
Ctrl + Shift + $ (dollar) -- currency format
Ctrl + Shift + ! -- comma format
Alt + = -- above cell ki sum formula enter kare
Ctrl + page up & page down -- same documents ka, worksheets mei move kare
Ctrl + Tab -- two or more, open Excel files mei move kare.

Shorcut keys of Microsoft Outlook:


Alt + S -- email send kare
Ctrl + C -- selected text copy kare
Ctrl + X -- selected text cut kare
Ctrl + B -- Bold
Ctrl + I -- Italicize
Ctrl + U -- Underline
Ctrl + R -- Email ka reply kare
Ctrl + F -- Email forward kare
Ctrl + N -- New email create kare
Ctrl + Shift + A -- calendar Mei new appointment create kare
Ctrl + Shift + O -- outbox open kare
Ctrl + Shift + I -- inbox open kare
Ctrl + Shift + K -- new task add kare
Ctrl + Shift + C -- new contract create kare
Ctrl + Shift + J -- new journal entry create kare

WINKEY shortcuts:


WINKEY + M -- all windows ko minimize kare
WINKEY + E -- Microsoft Explorer ko open kare
WINKEY + F -- windows search features display hoga
WINKEY + R -- Run window open kare
WINKEY + U -- utility manager open kare
WINKEY + L -- computer ko lock kare

Finally, upko computer keywords ka all shortcut list mil gaya. Upp iss shortcuts key ka istemal karke, bohot asani sei computer or PC ko handle Kar payenge.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.