Hacking ka Matlab hai computer system and network ki weakness ko pata karke, usko crack karke use karna. Matlab ki password cracking algorism use karke, system ko access karna.
Successful business chalane k liye computers system bohot joruri. And other customers and distributor k sath connect hoke communication karne k liye networked bohot joruri.
Hacking ka Matlab hai dusro person/business k sath fraud and personal/corporate data ko stealing karna.
Hacker unn person ko keh jata hai, jinhone computer system and network ko pata karke access karte hai. Hackers k pas computer security programme ka Puri knowledge rehte hai. Jiske jariye hacker koi bhi secure chij ko open karke usko full handle Kar pate hai.
White Hat (Ethical Hacker)
Jo hacker system weakness ko identify karke fix karte hai usko white hat hacker keh jata hai. White hat hacker, faudnent sei person/organisation ko bachate hai.
Black Hat (Cracker)
Jo hacker without permission computer system ko unauthorized access karte hai, usko black hat hacker kehte hai.
Ek cracker corporate data ko chori karna, privacy ko violate karna and bank sei fund transfer Kar lete hai.
Grey Hat
Jo hacker khud computer system ko without permission breaks karte hai and khud weakness ko pata karke system owner ko batate hai, usko Grey Hat hacker kehte hai. Grey Hat hacker na accha hai or nahi bura.
Computer and network platform Mei illegal activities ko cybercrime keh jata hai. Computer virus spread karna, online bullying karna, electronics fund transfer karna; Matlab illegal activities ko Cybercrime bulaya jata hai.
Bohot sare Aise Cybercrime hai; mobile sms and online chatting k jariye upko fraud and upke sath cheating karega.
ATM fraud
Upki ATM card details (account number, name, pin number) hack karke funds withdraw Kar sakte hai.
Electronic funds transfer
Bank computer hack karke illegally fund transfer karte hai.
Sharing copyright file
Copyright protected file ko sell karke earn karna
Identity Theft
Personal details and information other person sei collect karke, usko blackmail karna.
Privacy Violation
Email address, phone number, account number ko expose karna
Computer Fraud
Personal/organization computer sei information and data hack karna
Computer and network weakness ko pata karke usko protect/solve karne ko ethical Hacking kehte hai.
Ethical Hacker Jo rules ko follow karte hai:
Information and data koi bhi organization ka main product/assets hai. Organization ki image and money ko protect karne k liye ethical Hacker bohot important.
And International transaction sei pehle cyber criminals k pehle kodom rakhneka Kam ethical Hacker e karte hai.
Finally, A tha jankari hacker, hacking, cyber crime and ethical hacking k bademe. Upko koi puchna hai to upp comment karke jorur puche.

Hackers Kon hai ?

Types of Hacker :

Cybercrime keya hai?
Computer and network platform Mei illegal activities ko cybercrime keh jata hai. Computer virus spread karna, online bullying karna, electronics fund transfer karna; Matlab illegal activities ko Cybercrime bulaya jata hai.
Bohot sare Aise Cybercrime hai; mobile sms and online chatting k jariye upko fraud and upke sath cheating karega.
Types of Cybercrime:
ATM fraud
Upki ATM card details (account number, name, pin number) hack karke funds withdraw Kar sakte hai.
Electronic funds transfer
Bank computer hack karke illegally fund transfer karte hai.
Sharing copyright file
Copyright protected file ko sell karke earn karna
Identity Theft
Personal details and information other person sei collect karke, usko blackmail karna.
Privacy Violation
Email address, phone number, account number ko expose karna
Computer Fraud
Personal/organization computer sei information and data hack karna
Ethical Hacking keya hai?
Computer and network weakness ko pata karke usko protect/solve karne ko ethical Hacking kehte hai.
Ethical Hacker Jo rules ko follow karte hai:
- Computer network hack hone sei pehle, owner sei written permission Lena
- All weakness ko identify karke owner ko report Dena
- Hardware and software weakness k bademe inform karna
- Organization ki privacy ko protect karne sei pehle owner sei bat karna
Ethical hacking keu joruri?
Information and data koi bhi organization ka main product/assets hai. Organization ki image and money ko protect karne k liye ethical Hacker bohot important.
And International transaction sei pehle cyber criminals k pehle kodom rakhneka Kam ethical Hacker e karte hai.
Finally, A tha jankari hacker, hacking, cyber crime and ethical hacking k bademe. Upko koi puchna hai to upp comment karke jorur puche.
Comments
Post a Comment