Skip to main content

Unindexed blog post khud Google Mei index kare 2019 updated

Bohot sare aisa blog post Hain, Jo Google Mei search karke show nahi hote. Iska ekhi reason hain, Google particular post ko index nahi Kiya.

To Aise karke hamara unique content search engine mei show nahi hote Hain and iss liye Jada visitor prapt nahi hote.

Search Console Mei sitemap banake submit karke hum, Google ko hamare blog post index karne ka permission dete Hain. Lekin duplicate or same permalink (same site Mei ekhi type ka content) hone k karon Google particular post without out index crawl bhi nahi karte. Jo sobhi blog ka ek big problem Hain.

Lekin tension lene ka jorurot nahi, hum iss article sei janenge, koi bhi blog post directly search engine Mei kaise submit karte Hain. Jo tools Google ka new search Console Mei added Hain.

Lekin iske liye pehle pata hona chahiye, Google konsi post ko search engine Mei index Kiya hain or konsi post ko index nahi Kiya.

To chaliye tutorial suru karte Hain!


On new search console

Particular blog post search engine mei index hua ki nahi kaise pata karneka two way:


Tarika 1: Upp simply particular blog post ka full title blog sei copy karke, directly Google search engine Mei search Karen.


How to check this

Agar google, search engine post ko show Kar rahe Hain, iska Matlab upka post Google ne indexed Kiya Hain.

Agar nahi Kiya to, iska Matlab Google ne upki post index nahi Kiya.

Tarika 2: Upp pehle particular blog post ka url copy Kar lijiye, jinka indexed status check karna chate Hain.

Phir Google search Console open kare.


Available in new search Console

And dashboard sei URL Inspection option par tap kare.


Paste the link for indpect

Phir search box Mei koi bhi url dalke (shef upni blog ka) inspect kare.


From search Console

Phir Google ki toraf sei particular post ka data retrieve hona start ho jayga.


Google showing particular article on search engine

And uske bad, agar URL is on Google show ho raha Hain, iska Matlab upki particular blog post Google search engine Mei indexed Hain.


How to fixed the issue

Lekin agar URL is not on Google show hoga, iska Matlab upka particular blog post Google search engine Mei indexed nahi Hain, search engine par a post unindexed hain. And iss problem k liye Khudko index karneka request karna hoga, post indexing k liye.


Unindexed blog post khud index kaise kare:


Upar Mei diwi gayi Doo tariko sei pehle a pata Kar lijiye, upka post Google Mei indexed Hain ki nahi. Agar nahi Hain to niche diwi gayi step ko follow Karen.


Available on Google search Console

Step 1: google Search Console sei, Url inspection option Mei jaiye.

Step 2: Search box Mei unindexed blog post ka url dalke search Karen.


For request unindexed post indexing

Step 3: REQUEST INDEXING option k upar tap Karen.


For index or not particular post

Step 4: URL testing hone tok wait Karen.


For particular post indexed on Google

Step 5: Phir captcha solve Karke verify Karen.


For post indexing on search engine

Uske bad url submit hona suru ho jayga.


Indexed request is complete

Submit hone k bad ek success message ayega. Phir got it option par click Karen.


Request again for blog post indexing

Ab dekhiye REQUEST INDEXING ki option par REQUEST AGAIN option replace ho gaya. Iss ka Matlab upki url correctly indexing k liye submit ho gaya.

Aise karke upp unindexed all blog post ko submit Kar sakte hain. Jadatar time 24 hours k under request Kiya gaya post ko index Karke search engine me show karte Hain.

And uske bad (24 hours) upp submitted blog post ki full title search engine Mei dalke check Kar sakte hain, particular post search engine me show ho raha hai ki nahi.

Agar 24 hours k bad upka post index nahi hua, iska Matlab upki post duplicate / robot.txt k jariye blocked Hain. Iss problem ko solve karne k liye upp search Console ki coverage option sei help leke, post error ko fixed Karen and dobara indexing k liye apply Karen.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Jio rockers - Download Tamil, Telegu, Kannada, Hindi Movies

jio rockers hindi movies download करने का, मतलब jio rockers bollywood movies download करने का बेस्ट वेबसाइट है। साथ साथ आप कोई भी tamil movie download online से करने के लिए  jiorockers.com  की सहारा ले सकते हैं। क्योंकि jio rockers Tamil movies download करने के लिए भी बहुत फेमस वेबसाइट है। मोबाइल में Tamil Telugu, Malayalam, kannada, Bollywood, Tollywood, Hollywood कोई भी कैटेगरी का मूवी देखना बहुत लोग पसंद करते हैं। और मूवी देखने के लिए कहीं पर जाने का जरूरत भी नहीं है। इसलिए आजकल बहुत सारे लोग घर बैठे उनकी मोबाइल के जरिए latest movie download करते हैं। और मूवी देखने का फुल मजा घर बैठे लेते हैं। लेकिन कभी-कभी हमारी मनपसंद की मूवी डाउनलोड करना बहुत ही मुश्किल होते हैं। हम गूगल पर बहुत ढूंढने के बाद भी पसन्द की मूवी को नहीं ढूंढ पाते। इसलिए आज की इन आर्टिकल में, मैं आपको एक ऐसी वेबसाइट के बाद में बताऊंगा जहां से आप एचडी कोई भी कैटेगरी और कोई भी industry का मूवी डाउनलोड कर सकते हैं। jio rockers movies download मैंने पहले ही बता चुका हूं jio rockers tamil movie down