Google Admob Google ka product hai, Jo ek advertising company hai. Bohot saree app developer admob k jariye, unki apps sei earn karte hai.
Admob ek performance based marketing product hai, jinko Google ne developed Kiya hai.
Admob sei upp banner and video ads k jariye income Kar sakte hai. Jin logo k pas khudki apps hai, unn apps sei additional income karneka moka admob dete hai.
Admob advertise bohot e responsive and user friendly hai, jiske karon device screen size mei autometically set ho jate hai.
Admob Mei account banake, khud new ads create kar payenge and particular apps mei add karke, impression and user click k jariye earn Kar payenge.
Google Admob, AdSense ki Torah Kam karte hai. Bohot saree company, Google k pas ads dekar product promote karte hai. And admob application k under particular ads show karke, company's product promote karte hai.
Admob 60 to 70% money apps Creator/owner ko dete hai and 30% khudke pas rakhte hai.
Agar upp admob account banana chate hai, upko pehle adsense account create karna hoga. Or admob sei earning Paisa adsense account Mei store hoga. Phir adsense account par bank account add karke asani sei money withdraw Kar payenge.
Agar upp pehle adsense account bana lete hai, admob account create karne Mei koi problem hai hoga.
Agar upka khudka koi application hai, upp apps ko monitize karke admob ads add Kar sakte hai.
Iss liye admob sei earning karne k liye, upp application k under native and banner ads add kare, Phir income suru kare.
Lastly, Mene iss article Mei Admob kaise Kam karte hai, admob keya hai and iske jariye Paisa kaise kamate hai, upp samaj chuke hai.
Agar koi admob k upar sabal hai, to upp comment karke jorur puche!
Admob keya hai?

Admob kaise Kam karte hai?
Google Admob, AdSense ki Torah Kam karte hai. Bohot saree company, Google k pas ads dekar product promote karte hai. And admob application k under particular ads show karke, company's product promote karte hai.
Admob 60 to 70% money apps Creator/owner ko dete hai and 30% khudke pas rakhte hai.
Admob account banane kliye keya karna hoga?
Agar upp admob account banana chate hai, upko pehle adsense account create karna hoga. Or admob sei earning Paisa adsense account Mei store hoga. Phir adsense account par bank account add karke asani sei money withdraw Kar payenge.
Agar upp pehle adsense account bana lete hai, admob account create karne Mei koi problem hai hoga.
Admob account sei kaise earn kare?
Agar upka khudka koi application hai, upp apps ko monitize karke admob ads add Kar sakte hai.
Iss liye admob sei earning karne k liye, upp application k under native and banner ads add kare, Phir income suru kare.
Lastly, Mene iss article Mei Admob kaise Kam karte hai, admob keya hai and iske jariye Paisa kaise kamate hai, upp samaj chuke hai.
Agar koi admob k upar sabal hai, to upp comment karke jorur puche!
Comments
Post a Comment