Skip to main content

Dream11 sei Paisa kamane ka Step by Step instructions

Keya upp cricket fan hai and cricket game sei bohot sare Paisa Kama chatted hai?

Upp dream 11 fantasy khelke bohot saree Paisa Kama payenge.

Dream 11 keya hai and kaise khelte hai?


Dream 11 ek sports fantasy platform hai, jahapar upp fantasy cricket khelke daily cash earning Kar sakte hain.

Lekin iss game par winner hone k liye upko cricket k bademe bohot knowledge hona joruri hai. Keu joruri hai o upp thodi der bad samaj jayenge.

Details jankari about dream 11

Dream 11 ek aisa apps hai, jaha upko dono team (22) Mei sei 11 player ko leke khudka team create karna hoga. And particular team ko particular tournament Mei add karna hoga.

Dream11 sei Paisa kamaneka step by step guide:


1. Download Dream11


Dream 11 sei Paisa kamane kliye Pebble Dream11 apps ko download karke install karna hoga.

Upp shef download karke open karenge to uppko benifit nahi milega. Agar upp kisi ka  referral code add karenge to, 100 rs bonus milega. And uss bonus sei game khelke more earn Kar payenge.

2. Register on Dream11


Upp valid email I'd, name and phone number k jariye account verify kare.

Upko bank account and aadhaar card no k liye bhi pucha jayga. Sob kuch add karne k bad, upka registration pura ho jayga.

3. Balance


Upp refer code add karenge to, 100 rs bonus milega. Lekin iss balance ko upp withdraw nahi Kar payenge. Upko diwi gayi bonus sei game khelke earn karna hoga and, earning income ko bank Mei withdraw Kar payenge.

Agar upp refer code add nahi karte hai, bank account link sei 100 rs add ho jayga, dream 11 continue karne kliye.

A balance other players ko bid karke, ranking karne k liye important hai.

4. Join the contest


Dream 11 Mei upcoming match (cricket, football, basketball) ka list mil jayga.

And ohise cricket tournament list sei particular match par join ho jaiye. Alak alak contest k liye, difference joining fees available hai. Upp match (contest) select karneka bad team select Kar payenge.

5. Select your team


Upko koi bhi team create karne k liye 100 points milega. Upko Doo team ka 22 players Mei sei 11 players ko choose karke, team banana hoga. Team banane k time 1 wicket keeper and 3 bowler mandatory hai.

6. Earning from Match


Upp dream 11 sei kitna earn Kar sakte hai, o depends karte hai upp konsi contest Mei join karte hai. Agar upp choti level ki contest Mei join honge to upka winning earning kom hogi.

7. Withdraw your money


Upp kamai ki gayi paiso ko bank Mei transfer Kar payenge. Nahi to upp dream 11 wallet Mei store karke rakhe, next match khelne k liye.

Important instructions about dream11



  • Upki favourite teams and players k bademe knowledge rehna hoga.
  • Pehle practice match join kare, Phir paid match join kare.
  • Soch samaj k join honge, nahi to uppko bohot Paisa loss ho sakte hai.
  • Players ka past performance ko check kare.


Lastly, A thi jankari dream 11 sei Paisa kamane k bademe. Dream 11 contest kaise join karte hai, o hum next article Mei details Mei janenge.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.