Skip to main content

Other Person k sath Live Location Share karneka 3 tarika

Agar kisi ne aapko location ke bare mein poochha aap nahin Jante actually O kahan hai. A kabhi kabhi difficult hote Hain, new place mein doston ko location share karna.

Android smartphone hamare Life ko pahle se bahut aasan banaa Diya hai. Android ki GPS system ki jariye aap other person ko, aap ki location determine Karke allow kar sakte hain.

Naya jagah per particular place ko Dhund Pana bahut mushkil hai. Lekin ham hamare location ko other person ke sath share Karke particular place mein ja sakta Hoon bohot easily.


Whatsapp ke jariye current location kaise share Karen, Facebook messenger k jariye location kaise share Karen and Google Map ke jariye location kaise share Karte Hain iske bare mein aaj Ham jaenge

Internet mein bahut sare GPS and navigation app Android ke liye available hai. Jiske jariye  other person ko, aapke real time location easily share kar payenge.

Android device k jariye kaise other person k sath khud ka current location share Karte Hain iska 3 tarika ajj bataunga.

New place mein jaane ke liye, Jo aapke liye bahut helpful rahega.

Whatsapp ke jariye current location kaise share Karen, Facebook messenger k jariye location kaise share Karen and Google Map ke jariye location kaise share Karte Hain iske bare mein aaj Ham jaenge.

To chaliye artical ko start Karte Hain.

Note :


  • Whatsapp ke jariye, shef WhatsApp contact k sath location share kar payenge
  • Messenger k jariye, shef Facebook friend k sath location share kar payenge
  • Google Map ke jariye sabhi k sath location share kar payenge



Whatsapp ke jariye live location kaise share Karen


WhatsApp ko live location and current location share karne ka featured Allah Karte Hain Jahan per aap WhatsApp contact ko aap ki location display kar payenge.

Aap specific time bhi live location share karne ka time set kar sakte hain. Jiska jadiye time expire hone ke bad particular person app ki location access nahin kar payenge.

Location time expire hone ke pahle agar upp app chaho to, kabhi bhi live location share ko stop kar sakte hain. A sharing location stop karne ke bad particular person aap ki location bhi nahin kar payega.

Step 1: WhatsApp open karne k bad particular contact k upar tap kare, jinko location share karna chate Hain.


Location share karne k liye

Step 2: Phir Location option me tap Karen


Share your location

Step 3: Share live location k upar click Karen


For location sharing
Step 4: Phir Time select karke green colour ki arrow icon k upar tap Karne k sath sath location share ho jayga.


Share your location

App chate Hain to, Stop Sharing option k upar tap karke kabhi bhi, time expire hone sei pehle location sharing stop Kar payenge.


Google Map ke jariye location share Karen


Google Map GPS navigation ke liye most popular application hai. Google map ki jhadi hai aapka real time location aadhar card ke sath share kar payenge. Iske liye niche Diwi gayi step ko follow karen.


How to share your location easily

Step 1: Google map application open karke, upar me diwi gayi 3 dot option se Location Sharing option k upar tap Karen.


For location sharing

Step 2: Phir time choose Karen and particular contact k upar tap Karen.


Through Google map

Step 3: Phir share button me click Karen.


Facebook messenger k jariye live location share Karen


WhatsApp ki tarah Facebook messenger bhi live location sharing feature hello Karte Hain lekin o shef Facebook friend ke liye.

Step 1: Particular Facebook friend ki chatting dashboard open Karen.


For location sharing

Step 2: Phir 4 dot option me tap Karen


On messagener

Step 3: Location option k upar click Karen


On Facebook messenger

Step 4: Share live location option k jariye send Karen.

Finally, a thi kuch method jiska jariye aap aapki real time location ko Android phone k jadiye other person ke sath share kar sakte hain. Main Asha karta hun a artical aapke liye helpful rahega.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Jio rockers - Download Tamil, Telegu, Kannada, Hindi Movies

jio rockers hindi movies download करने का, मतलब jio rockers bollywood movies download करने का बेस्ट वेबसाइट है। साथ साथ आप कोई भी tamil movie download online से करने के लिए  jiorockers.com  की सहारा ले सकते हैं। क्योंकि jio rockers Tamil movies download करने के लिए भी बहुत फेमस वेबसाइट है। मोबाइल में Tamil Telugu, Malayalam, kannada, Bollywood, Tollywood, Hollywood कोई भी कैटेगरी का मूवी देखना बहुत लोग पसंद करते हैं। और मूवी देखने के लिए कहीं पर जाने का जरूरत भी नहीं है। इसलिए आजकल बहुत सारे लोग घर बैठे उनकी मोबाइल के जरिए latest movie download करते हैं। और मूवी देखने का फुल मजा घर बैठे लेते हैं। लेकिन कभी-कभी हमारी मनपसंद की मूवी डाउनलोड करना बहुत ही मुश्किल होते हैं। हम गूगल पर बहुत ढूंढने के बाद भी पसन्द की मूवी को नहीं ढूंढ पाते। इसलिए आज की इन आर्टिकल में, मैं आपको एक ऐसी वेबसाइट के बाद में बताऊंगा जहां से आप एचडी कोई भी कैटेगरी और कोई भी industry का मूवी डाउनलोड कर सकते हैं। jio rockers movies download मैंने पहले ही बता चुका हूं jio rockers tamil movie down