Skip to main content

Web browser security ke jariye Online activities secure karen

Online activity ka jyada kam web browser k jariye a hote Hain. Ham log daily internet use karte hain aur ham log ka daily activity ko Online mein jarur secure karna hoga. Nahin to personal information open ho sakte hain.

Isliye is article mein Di gai web browser security tips follow karke apni web browser ko secured banaye.

Web browser world wide web ka gateway Hain. And online activity ko secure karne ke liye web browser ko secure karna padega.


Web browser security ke jariye Online activities secure karen

Jab aap koi bhi web browser download and install Karte Hain o default setting mein, already set rehte Hain. Jo Jada protection k liye Sahi nahin.

Web browser ki default setting mein location aur cookies automatically allow Ho jaate Hain. Agar yah do chij hamesha allowed rahte hain aapki browsing security jyada si protected nahin hai.

Agar aap online activity ko secure karna chahte hain to niche Di gai step ko follow Karen

1. Web browser privacy setting ko configure Karen
2. Web browser ko newest version mein updated Rahe
3. Private or incognito mode use Karen
4. Browser security extension use Karen
5. Secure web browser istemal Karen
6. VPN use Karen


Online activity secure kaise karen web browser k jariye



1. Web browser privacy setting ko configure Karen


Web browser privacy setting ko configuring karna web browser ko secure karne ka most important chij hai.

Pop ups and redirection ko disable Karen, Jo malware spread Karte Hain
Automatic download ko stop Karen.

Browsing karne ke bad cookies ko delete Karen and third party cookies ko turn off Karen


2. Web browser ko newest version mein updated Rahe 


Web browser ko update karna bahut important. Iske jarie aapko jyada feature k sath sath bugs ko khatm karna and security improve bhi hoga.

Isliye latest threats se bachne ke liye latest web browser istemal karna chahie.

Iske liye aap automatic update ko enable kar sakte hain or nahin to aap daily check Karen aapka application updated hai ki nahin. Agar nahin hai to aap khud manually update Karen.


3. Private or incognito mode use Karen


Jyadatar modern web browser private or incognito mode add kiya Gaya.

Incognito mode se browsing karne mein aapka browsing history browsing cache data and cookies, browsing khatm karne ke bad automatically clear ho jaega.

Lekin aapki IP address and activities particular website mein tracked hoga. Agar aap completely aapki IP address, location, identity and activity ko chhupa na chahte Hain To VPN service ka istemal Karen.


4. Browser security extension use Karen


Boss a modern web browser additional security ke liye extension ko install karne k liye allow Karte Hain.

Jo aapki browsing security and privacy ko bahut jyada secure banane mein help karega.


For secure web activities

Lekin usse pahle yah pata kariye particular extension reputable developers ki hai aur nahin.

Agar aap extension use karte hain to hamesha usko updated Rahe Jo browsing security ke liye, more helpful hoga.


5. Secure web browser istemal Karen


Google chrome, Safari, Mozilla Firefox, Microsoft explorer, Opera bahut popular web browser hai and uski fan base and user base bahut jyada hai.


Secure your online activity

Famous developers unki modern browser ko frequently update Karte rehte Hain. Anushka sabse bahut sare features and capability add Karte Hain.

Isliye aap more privacy k liye a sob popular browser use Karen.

Iridum browser, GNU IceCat Browser, Tor Browser jaisa browser use mat Karen.


6. VPN use Karen


Most secure updated Browser aapki browsing activity ko sach mein secured aur private karega ya nahin iski Koi guarantee nahin.

Iske liye aapko VPN service istemal karna chahie jo aapki data ko encrypt karega and online activity ko secure kareneka garenty dete Hain.

Lastly, web browser activity ko, more secure karne ke liye inn bato ko yaad rakhe :


  • Jo sites or sources 'hacked', 'free', and 'nulled' software provide karte Hain, o sob sites ko ignore Karen. Yah sab site mein main jyada Malware Rahte Hain.
  • Unknown sender ka attachment or link kabhi bhi open mat Karen. Kyunki bahut sare hackers ahise suru Karte Hain.
  • Secure connection check karne ke liye https hai ki nahin pata Karen
  • Shortened link se dur Rahe kyunki iske under bad link chupa rahte hain.
  • Koi bhi session use karne ke bad usko log out jorur Karen.


Finally, a thi kuch jankari web activity ko secure karne ke bare mein. Jin tricks ko use Karke aap aapne online activity ko web browser k jariye secure Kar payenge.

Also Read :

Comments

Popular posts from this blog

Geetha Govindam Movie Hindi Dubbed Download : Filmyzilla

गीता गोविंदम एक रोमांटिक कॉमेडी फिल्म है, जो 2018 में तेलुगु लैंग्वेज में रिलीज हुई थी। इन फिल्म का डायरेक्टर परशुराम और प्रोड्यूसर बानी बसु। Telugu industry में ए बहुत ही हिट फिल्म है। Geetha Govindam cast: Real Name : Role Play Vijay devarakonda : Vijay govind Rashmika mandanna : Geeta Subbaraju : phanindra Rahul ramakrishna : ramkrishna Nagababu : govind father Many others About this Flim Production company : GA2 pictures Release date : 15 August 2018 Running time : 148 minutes Country : India Language : Telugu Budget : 5 crores Box office : 123 crores Geetha Govindam full movie in Hindi Dubbed Download Filmyzilla and xfilmywap Filmyzilla or xfilmywap साइट पर geetha govindam मूवी लिक हुई थी लेकिन मूवी रिलीज होने के कुछ दिन बाद, गवर्नमेंट की तरफ से, इस मूवी को फिल्मी जिला वेबसाइट से ब्लॉक कर दिया है। http://wapwon.live/category/filmyzilla-in-south-movie.html ए थी पुरानी लिंक Filmyzilla से geetha govindam मूवी डाउनलोड करने का। अ...

Hollywood Movie Hindi Dubbed Download : Top 28 Website list

आज की इन आर्टिकल में (Hollywood Movie Hindi Dubbed Download ), आपको Hollywood movie download site free मैं मिलेगा, जहां से कोई भी Hollywood movie download कर पाएंगे वह भी Hindi dubbed version मैं। मूवी देखना आजकल बहुत सारे लोगों का hobby बन गया है। इसलिए वह हमेशा गूगल पर सर्च करते हैं hollywood movie download free in hindi। क्योंकि आजकल लोग घर बैठे मोबाइल में कोई भी मूवी का मजा लेते हैं। और आजकल एक क्लिक में आप कोई भी मूवी गूगल से डाउनलोड कर सकते हैं। लेकिन गूगल से मूवी डाउनलोड करने के लिए कौन सी वेबसाइट आपके लिए बेस्ट होगा, ए आपको कैसे मालूम चलेगा? English movie hindi मैं पाने के लिए और hollywood dubbed movie download करने के लिए आज की ए पोस्ट आपके लिए बहुत हेल्पफुल होगा। क्योंकि इन आर्टिकल से आपको latest Hollywood movie download sites list मिलेगा। जहां से आप कोई भी hollywood movie watch कर पाएंगे वह भी बिल्कुल free मैं। Download Marathi Movie from here Geetha Govindam Movie Hindi Dubbed ...

PUBG ki file Kaise Download Kare Mobile aur Desktop par

PUBG bahut hi famous game hai, lekin pubg ki file kaise download karte hain yah bahut se logon ko nahin pata. Isliye aaj ham mobile or desktop me PUBG game file download karke, Kaise play Karte Hain Uske bade mein jaenge. Aaj ke jamane mein player unknown battleground game duniya Ka most trending game hai. 500 million se bhi jyada log duniya bhar pubg ko play Karte Hain. Jo play store se download karke mobile mein installing k jariye dost k sath milkar khelna padta hai. Ron gaming face revealed Agar aap nahin Jante pubg game file kaise download kare koi bhi Android device per, to app simply niche Di Gai step follow Karen pubg mobile file kaise download karen Aap pahle Android ki playstore ko open Karen Phir search box mein pubg mobile likhkar search Karen Uske bad install option ke upar Karen Phir pubg mobile application aapki device mein download hona shuru ho jaega. Installing khatm hone ke bad simply application ko open Karen. Phir Download now button k ...