Publishers ke liye Google AdSense, blog se money generate karne ka best way hai. Internet mein bahut sare add providers available hai Jahan se blogger unki blog ke liye Paisa kama sakte hain.
Lekin Google AdSense sei paise kamane ke liye AdSense publisher ID blog mein add karna chahie nahin to aapki blog frauding sei attact ho sakte hain.
Website mein ads verification ke liye ads.txt file ka istemal hote Hain. Jo file publisher ko viruses and fraud advertisement sei secure Karte Hain.
Isliye aap ki blog mein ads.txt file add karna bahut jaruri hote hai. Isliye aaj ham "Ads.txt file blog Main Kaise add Karte hain" Uske bade mein jaenge.
Lekin usse pahle aapko Janna hai ads.txt file hoti kya hai.
Ads.txt file kya hote Hain?
Ads.txt, ek simple text file hai jo aapki blog server ko advertising network ke bare mein information provide Karte Hain. And blog owner Unn file ko, unki blog mein add Karke, uski publisher ID ko verify Karte Hain. Jiske liye other koi person verified owner ke blog mein khud ki ads nahin show kar sakte.
Agar blog owner ads.txt file add nahi karega, to without permission unknown source se dusron ka add particular blog mein show ho sakte hain.
Tab aap ki site mein advertisement so hone ke bad bhi aapko Jada earning nahin milega, aur aapko pata bhi nahin chalega kyon AdSense se Jada earning nahin ho raha hai.
Ads.txt file blogger blog Main Kaise add Karen?
- Blogger dashboard open karke setting option mein jaaiye
- Phir vahi se search preference per click Karen
- Monetisation section se, Edit option ke jariye disabled Custom ads.txt ko eable Karen
- Uske bad niche Di gai code ko paste karen.
google.com, pub-xxxxxxxxxx, DIRECT, f08c47fec0942fa0
Note: pub-xxxxxxxxxx jagah per aapki publisher ID dalen.
[ Publisher ID aapko Google AdSense ki account section mein mil jaega. ]
Agar aap, aapki blog mein dusron ka AdSense account use karte hain to DIRECT ki jagah per RESELLER enter Karen.
(google.com, pub-xxxxxxxxxx, RESELLER, f08c47fec0942fa0)
Sab kuch set Ho jaane ke bad save changes ki button mein click Karen.
Aapki blog ke liye ads.txt file sahi se add hui ki nahin, pata karne ke liye aapki blog URL ke bad /ads.txt likhkar browse Karen.
Jaise ki : Hindinow.in/ads.txt
Finally, itni jankari aapki blog ko fraud advertisement se protect karega. Agar aap aapki blog ke liye ads.txt file add nahin kiya to jarur add kar dijiye.
Comments
Post a Comment