Keya aap jante hain apna blog kaise banaye free me, online duniya par? Agar aap nahi jante hain, Internet par free blog kaise banaye jate hai, to hum ajj iss article sei "blog site kaise banaye" a sikhenge. Jo bohot easy hain.
Blogging ko aap hobby k liye or income source k liye istemal kar sakte hain. Jo passion and hobby ko fulfil karneka most popular way hain.
Iss liye ajj iss article me blog kaise banaye hindi me bat karenge.
To, aap jan chuke hai ki bohot asani se blog website or blog id kaise banaye jate hain. Agar aap internet par free mei online blog kaise banaye, a samaj gaya to khudka blog banake aasani se income Kar sakte hain. Lekin blog se Earning karne se pehle, aapko passion and hardworking k sath blog rank karwana hoga.
blog account kaise banaye isse pahle blog kya hain aapko jaana hoga.
Purani zamane me log kuch likhne k liye diary ka istemal karte and unki daily routine or unhone particular din me keya Keya kiya, kal kya karna hain o sob diary k under likhte the.
Lekin zamane badal ne k sath sath hamara kam karne ka adat and style bhi badal gaya. Or ajj internet ka zamana hain. Interet hamara daily life ka ek part ban gaya. Chatting se lekar dateing tok Sobkuch internet me hote hain.
Or dekhte dekhte paper diary ki jagah online diary a gya. Jinka nam hain blogging.
- Blog Start karne k liye kitana paisa invest karna hoga
- Duniya ka top Highest Earning Bloggers का list
Hum log hamari yaado ko, soch ko, knowledge ko, blogging k jariye others people k sath easily share Kar sakta hu. Jinke jariye aapki dawran likhi gayi article ko padke others people ka bohot sare problem solve ho jayega.
Simple bhasa me kahu to aap jo jante hain, o aapki khudki website par dalke, others logo k sath share karne ko blogging kehte hain.
Or jo blogging ka owner hain or jo blog chalata hain unko blogger kehte hain.
And jin website par blogger likhte hain, unn website ko blog bulaya jata hain.
Iss liye ajj iss article me blog kaise banaye hindi me bat karenge.
To chaliye jan lete hain, blog kaise banaye step by step
Blog Requirement :
1. Laptop/ Computer
2. Internet Connection
2. Internet Connection
Blog kaise banaye step by step in hindi
Blogger and WordPress dono platfrom blog banane k liye most popular and famous platfrom hain and dono platfrom se aap khudke liye free blog create kar sakte hain.
Lekin agar aap blogging field me naya hain to Google ka blogger.com se blogging career suru kar sakte hain, bilkul free me. Iske liye aapko ek rupya bhi dene ka jorurot nahi.
Or agar aap wordpress sei blogging suru karna chate Hain to unki blogging tools samaj ne me thodi time lagega. And kuch time bad aapko hosting lene k liye paisa dena hoga. Kyu ki wordpress ka free storage bohot kom milte hain.
Ajj ahise blogger.com and wordpress.com dono platfrom par blog banana sikhenge. Jo aapko asan lage ohi app try karen.
Lekin me Google blogger ko recommended karunga. Jo mere liye best hain.
Google Blog kaise banaye (naya blog kaise banaye)
Google blog ka Matlab Hain, google k doran provide Kiya gaya blogspot blog. Jo Google ne sobhi user ko free me blog site create karne k liye provide kiya.
Blogspot blog create karne k liye niche diwi gayi step ko follow karen.
Blogger.com par login karke ऊपर में दी गई left hand side sei NEW button मैं क्लिक करें.
फिर आपको दो option मिलेगा.
Title मैं Blog का Title और Address मैं Blog url choose करें.
मैंने नया blog बनाने के लिए Hindiduniya Title and Hindiduniya100.com ko, Address के रूप में चुना.
लेकिन फ्री में blog बढ़ने के कारण blogspot nam ki extra chij add ho gaya. जिनको Subdomain कहते हैं.
मेरा नया blog ka url or site address hoga Hindiduniya100.blogspot.com
बाद में Custom Domain buy karke, add करने के बाद blogspot hat जाएगा.
Blog Title and Address डालने के बाद Simply कोई भी Theme ko choose करके Create Blog! option press kariye.
और साथ-साथ आपका new blog तैयार हो जाएगा.
उसके बाद आपके सामने Domain add करने के लिए एक notification आएगा. अगर आप Custom Domain add करना चाहते हैं, simply search box मैं मनपसंद की डोमेन सर्च करते add करिए. अगर नहीं चाहते हैं then simply No thanks option press करके उसको ignore करें. And free मैं ब्लॉगिंग करना शुरू करें.
इसलिए आप Blog Dashboard मैं दी गई New Post option के जरिए नया आर्टिकल लिखकर लोगों के साथ शेयर करिए and पर्सनली use करिए.
To, aap jan chuke hai ki bohot asani se blog website or blog id kaise banaye jate hain. Agar aap internet par free mei online blog kaise banaye, a samaj gaya to khudka blog banake aasani se income Kar sakte hain. Lekin blog se Earning karne se pehle, aapko passion and hardworking k sath blog rank karwana hoga.
Comments
Post a Comment