1999 mein Google ne free blogging and content management platform launch kiya tha blog ke liye. Aajkal Google team Google Drive, Gmail, search engine, map, documents, calender, wallet sabhi service ke upar https mission chalu Kiya and sabhi service ko encryping Karke more secure kar rahe hain.
Inn setting ko change karne k bad, aapki blog fully https me convert hone k liye Thora time lagega (10 to 15 minutes).
Or Phir aapki blog https me migrate ho jayga.
App inn message se dekh sakte hain, https blog me enable karna kitna encrypted way Hain.
Https service used data, online transaction and communication ko bahut jyada secure kar rahe Hain.
Blogger.com Google kahin services hain, and blogspot platform bhi https everywhere mission mein shamil hai.
Data safe ke liye sabhi blogger ko unki blog secure karna chahie. Isliye Ham hamari blog mein https service ko enable kar sakte hain.
Hamari banai Gai primary blog, http security ke jariye secure rahte hai. Lekin http security blogspot blog ke liye jyada protection nahin de sakte, isliye hamen https security Enable Karke blog ko http se https main migrate karna chahie.
Blogspot blog mein https enable karna kyu important?
- Blog authors, activities and communication ko bahut jyada secure Karte Hain.
- Hacker, aapki blog traffic and information track nahin kar payega
- User, hamesha secure website mein redirected hoga.
To aapko pata chal gaya hai ki blog mein https enable karna kyon jaruri. To aab chaliye dekhte hain kaise blogger blog mein https ko enable Karte Hain.
blogger blog mein https ko enable kaise Kare?
- Pahle blogger.com ko open Karke dashboard mein jaaye.
- Phir blog setting mein jaaiye
- And vahin se basic option mein click Karen
- Https setting mein jakar https availability ko yes kar dijiye.
Setting karne ke bad aapki blog mein https security enable ho jaega, jo aapki blog ke liye bahut hi faydemand hai.
Inn setting ko change karne k bad, aapki blog fully https me convert hone k liye Thora time lagega (10 to 15 minutes).
Or Phir aapki blog https me migrate ho jayga.
App inn message se dekh sakte hain, https blog me enable karna kitna encrypted way Hain.
Note: https feature free domain user ke liye available nahin hai. Agar aap in feature ka istemal karna chahte hain to aapko pahle custom domain add karna hoga.
To aap jaan chuke hain ki blog mein https security enable Karke, Kaise blog ko more secure banvaya jata hai. Agar aap abhi bhi aapki blog mein https security ko chalu nahin kiya to aap bhi Kar lijiye.
Comments
Post a Comment