kabhi kabhi mobile mei 3g pack hone k babajut jadatar time 2g mei network automatic change ho jate hai. Jiske karon low speed mei browsing karna padta hai. Iss liye ajj hum ek trick k bareme janenge, jisse jariye hum hamesha 3g net pack ko only 3g network mei set kar sakte hai. Jiske karon 3g net kabhi bhi 2g mei convert/down nahi hoga. A trick upka android device k under mojut hai, lekin humko shef choti si setting change karna hai. How to set only 3G network for all time browsing on High Speed: Step 1: Pehle uplog upna device ka setting option ko open kare. Step 2: Phir Ohise More option par jaiye set 3G Step 3: Phir Cellular Networks k upar tap kare CN Step 4: Uske bad Preferred Network Type option k upar click kare Network Type Lastly, WCDMA Only select kare. Note: WCDMA = 3G network GSM = 2G network LTE = 4G network WCDMA/GSM = Auto selection Isme sei upp Jo option select karoge upka net pack uss option k hisab sei k...
appko Online jankari, SEO and blogging, earn money ka complete knowledge milega. Jahasei upp new chij k bademe pata karke knowledge ko Improve Kar payenge