Skip to main content

Picsart sei thumbnails kaise banaye [For Blog Post] Easy Tarika

Bohot sare new blogger blog post k liye good thumbnail banana chate hai lekin uske pas laptop/computer na hone k karon accha thumbnail blog post k liye nahi bana pate. Iss liye ajj mei uplogo ko PicsArt sei easily thumbnail kaise banate hai isko practically batayege. Jin k jariye koi bhi naya blogger uski har ek blog post k liye better thumbnail free mei bana sakte hai.


PicsArt keya hai:


Nov 4, 2011 mei a application play store par launch hua tha, Jo bohot e famous and popular photo editing application hai. Iss apps k jariye Photo editing, collage making, sticker making, drawing kar sakte hai. Iss application k under 100 sei Jada features available hai.



Or Agar upp PicsArt ka paid version matlab PicsArt Gold use karte hai to upko 1000 sei Jada features mil jayga. Jiske jariye upp more sticker, text font, background ka istemal kar sakte hai.


Thumbnail banane k liye konsi feature use hoga:


Mei blog post ki thumbnail banane k liye doo feature ko leke kam karunga. 1. Add Photos and 2) Text. Or Jada sei Jada thumbnail banane k liye iss doo feature ki jorurot sobse Jada hote hai.


Blogging k liye PicsArt k jariye Thumbnail kaise banaye:




Mei iss thumbnail ko kaise banaye hu iss article mei uplog dekhenge or tutorial dekhke upko easily pata chal jayga upna blogging article k liye thumbnail kaise banaoge.

Step 1: Iss thumbnail ko banane k liye mene doo image ki istemal kiya hu 1) One colour image 2) PicsArt logo. Jo picture upko google par mil jayga. Agar upp PicsArt sei editing Karna chate hai to upp upna blog article related picture download kariye (thumbnail banane k liye).



Step 2: Iss bar upko PicsArt application play store sei download karna hoga. Download karne k bad simply application open kare.


Dashboard sei image add karna hoga first
PicsArt Dashboard

Step 3: application open karne k bad upko PicsArt dashboard k niche (+) icon milega jaha sei upka thumbnail k liye background image add karna hoga.


How to add image on PicsArt all option
Choose image through this option



Uske bad upp kisi bhi option choose karke one colour image (background) add kijiye.


PicsArt mei background set kaise kare puri tarika thumbnail k sath
Choose Background Image

Picture add karne k bad ek aisa interface milega or niche bala option (Add Photos) sei dusra image ko add kariye. Iss option k jariye upp jitne chaho utna image add kar sakte hai.




PicsArt mei image kaise add kare how to add image on picsart
Add important Picture

Step 4: Phir image ko thik sei set karke upar me diyi gai tik   option par click kare.


PicsArt mei text add kare how to add text on image
Add Text on Thumbnail



Step 5: Phir Text option sei article related text enter kariye. Or text k anusar font, colour, size set kijiye. Or phirse option par click kare.


PicsArt image mei blog IRL add kar sakte hai Jo bohot e professional lagega
Add Blog URL

Agar upp upna blog name thumbnail k under dena chate hai usko bhi add kar sakte hai.


PicsArt thumbnail blogging k liye use ho sakte hai
Edit Completed

Step 6: lastly upp phirse icon par click kare.


PicsArt ka aroow option sei edited picture save karna hoga
Arrow option/icon

Step 7: abb upar mei diwi hai arrow option par click karoge to save option milega.




PicsArt image save karneka option save your PicsArt photos
Thumbnail Save kare

Step 8: upna blog thumbnail save karneka bohot sare option hai. Upp kisi bhi option use kar sakte hai or lastly Done option par click Karna hai.



Lastly, To a tha PicsArt sei blogging thumbnail banane ka tips. Upp kisi bhi thumbnail PicsArt ki madat sei bana sakte hai o bhi bina laptop k. Agar upko or bhi kuch janna hai upp comment karke puch sakte hai.


A post bhi pade:


Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Jio rockers - Download Tamil, Telegu, Kannada, Hindi Movies

jio rockers hindi movies download करने का, मतलब jio rockers bollywood movies download करने का बेस्ट वेबसाइट है। साथ साथ आप कोई भी tamil movie download online से करने के लिए  jiorockers.com  की सहारा ले सकते हैं। क्योंकि jio rockers Tamil movies download करने के लिए भी बहुत फेमस वेबसाइट है। मोबाइल में Tamil Telugu, Malayalam, kannada, Bollywood, Tollywood, Hollywood कोई भी कैटेगरी का मूवी देखना बहुत लोग पसंद करते हैं। और मूवी देखने के लिए कहीं पर जाने का जरूरत भी नहीं है। इसलिए आजकल बहुत सारे लोग घर बैठे उनकी मोबाइल के जरिए latest movie download करते हैं। और मूवी देखने का फुल मजा घर बैठे लेते हैं। लेकिन कभी-कभी हमारी मनपसंद की मूवी डाउनलोड करना बहुत ही मुश्किल होते हैं। हम गूगल पर बहुत ढूंढने के बाद भी पसन्द की मूवी को नहीं ढूंढ पाते। इसलिए आज की इन आर्टिकल में, मैं आपको एक ऐसी वेबसाइट के बाद में बताऊंगा जहां से आप एचडी कोई भी कैटेगरी और कोई भी industry का मूवी डाउनलोड कर सकते हैं। jio rockers movies download मैंने पहले ही बता चुका हूं jio rockers tamil movie down