Ajj hum android device ki earpiece sei kaise ganna sune uske bareme sikhenge. Hum log device sei ganna sunne k liye headphone/speaker k jariye sunta hu, lekin iss post padne k bad uplog ganna/mp3 sunne k liye earprice ka istemal kar sakte hai.
Uplog phone calling k liye jin speaker o ka istemal karte hai usko earpiece kehte hai. Jo speaker bohot choti or device ka font site ki ekdom upar rehte hai. Mainly hum log iske jariye phone call karte hai.
Agar upp earpiece sei ganna sunoge to kano ka problem bohot kom hogi keu ki earpiece ka sound volume bohot kom hai.
Matlab Jada traffic or public k bitch upp earpiece ka istemal nahi kar paoge. Agar upp ratme kisi k sath soo rahi ho or upke pas headphone nahi hai, or upp chate hai ki kisika disturb nahi ho to upp earpiece ka istemal kar sakte hai.
Mei ratme job audiobook sunnta hu tob earpiece ka help sei o kam karta hu. Jinke karon mei soft and low sound k jariye personal audiobook ko dhan sei sun pata hu.
Agar upp earpiece ka maja upna android device mei Lena chate hai to pehle upko ek application download karna hoga, jinka nam hai Stealth Audio Player. A application upko play store sei mil jayga.
A application may 27, 2017 mei play store par launch kiya gaya tha, Jo bohot e popular ek application hai.
A ek utility application hai jinke jariye upp podcasts, ringtone, recording, kisi bhi music file ko earprice k jariye sun sakte hai.
Step 1: Pehle upp logoko Stealth Audio Player application ko play store sei install karna hoga
Step 2: Phir application open karne k bad permission k liye pucha jayga, simply setting sei apps permission dijiye
Abb upke samne ek aisa interface ayega, jaha sei upp log easily kisi bhi song ko choose karke sun sakte hai.
Step 3: Abb left/right option k jariye ganna change and pause/resume icon k jariye ganna stop/start kar sakte hai.
Application ki homepage ki upar left hand side mei diwi hui 3dot bala icon k upar click karoge to upko Videos option mil jayga. Usi option par click karke kisi bhi video ko choose karke play kar sakte hai.
And
Agar upne device ki puri sound outputting earpiece sei karna chate hai to simply 3dot bala icon sei Activate for All Apps option par click kariye.
Phir pehle bala option ko enable kar dijiye. Sath sath upka device ka kisi bhi application sei koi bhi sound output earpiece sei ayega. Upp dusra music player/YouTube sei kisi bhi music ko play kake check kar sakte hai.
Lastly, a tha ajj ki jankari earpiece sei ganna kaise sunoge uske bareme. Agar upko iss post k bareme koi bhi sabal hai to Hume comment karke jorur puche. Thank U :)
A post bhi pade:
Earpiece keya hai: (Earpiece meaning in Hindi)
Uplog phone calling k liye jin speaker o ka istemal karte hai usko earpiece kehte hai. Jo speaker bohot choti or device ka font site ki ekdom upar rehte hai. Mainly hum log iske jariye phone call karte hai.
Earpiece sei ganna sunneka fayde and kob istemal kare:
Agar upp earpiece sei ganna sunoge to kano ka problem bohot kom hogi keu ki earpiece ka sound volume bohot kom hai.
Main Thumbnail |
Matlab Jada traffic or public k bitch upp earpiece ka istemal nahi kar paoge. Agar upp ratme kisi k sath soo rahi ho or upke pas headphone nahi hai, or upp chate hai ki kisika disturb nahi ho to upp earpiece ka istemal kar sakte hai.
Mei ratme job audiobook sunnta hu tob earpiece ka help sei o kam karta hu. Jinke karon mei soft and low sound k jariye personal audiobook ko dhan sei sun pata hu.
Earpiece sei ganna sunne k liye SAP application ko istemal karna hoga:
Agar upp earpiece ka maja upna android device mei Lena chate hai to pehle upko ek application download karna hoga, jinka nam hai Stealth Audio Player. A application upko play store sei mil jayga.
Stealth Audio Player Application k bareme kuch jankari:
A application may 27, 2017 mei play store par launch kiya gaya tha, Jo bohot e popular ek application hai.
A ek utility application hai jinke jariye upp podcasts, ringtone, recording, kisi bhi music file ko earprice k jariye sun sakte hai.
Features of SAP application:
- Upp device ka kisi bhi mp3 file ko earpiece sei sun sakte hai
- Device ka kisi bhi video Iss application k jariye chalaoge to sound output earpiece sei routed hoga
- Application k under sobhi file ka list show hoga upp easily specific file sei ganna sun sakte hai
- Device k under jitne bhi audio/video file mojut hai uski puri list application k under show hoga, upp kisiko bhi chun sakte hai
- Setting option sei ads bhi removed kar sakte hai
- Agar upp kisi folder ko blacklisted karna chate hai unki subidha iss application k under milega.
Android device ki earpiece sei ganna kaise sune:
Step 1: Pehle upp logoko Stealth Audio Player application ko play store sei install karna hoga
Step 2: Phir application open karne k bad permission k liye pucha jayga, simply setting sei apps permission dijiye
SAP Dashboard/Music list |
Abb upke samne ek aisa interface ayega, jaha sei upp log easily kisi bhi song ko choose karke sun sakte hai.
Control the Music |
Step 3: Abb left/right option k jariye ganna change and pause/resume icon k jariye ganna stop/start kar sakte hai.
Earpiece k jariye video kaise play kare and device ka all sound outputting k liye earpiece ko kaise use kare:
Play Video through SAP |
Application ki homepage ki upar left hand side mei diwi hui 3dot bala icon k upar click karoge to upko Videos option mil jayga. Usi option par click karke kisi bhi video ko choose karke play kar sakte hai.
And
Agar upne device ki puri sound outputting earpiece sei karna chate hai to simply 3dot bala icon sei Activate for All Apps option par click kariye.
Activate for all apps |
Phir pehle bala option ko enable kar dijiye. Sath sath upka device ka kisi bhi application sei koi bhi sound output earpiece sei ayega. Upp dusra music player/YouTube sei kisi bhi music ko play kake check kar sakte hai.
Lastly, a tha ajj ki jankari earpiece sei ganna kaise sunoge uske bareme. Agar upko iss post k bareme koi bhi sabal hai to Hume comment karke jorur puche. Thank U :)
A post bhi pade:
Comments
Post a Comment