Skip to main content

Android Mobile mei bekar or faltu notification ko kaise stop kare

Koi bhi android application ka notification kaise stop kare iske bademe ajj hum janenge.

Upp setting option sei chotisi setting change karoge to bina koi application download karke a subidha le sakte hai.

Kabhi kabhi aisa kuch bekar si notification ata hai Jo kisi kam ka nahi. Or aisa notification ane se hum log main Jo kam karta hu uss kam karne mei disturb hote hai.

Android ki unimportant notification kaise stop kare

Browser, Launcher, games asob application sei Jada sei Jada bekar or faltu ki notification ata rehta hai. Jaise ki Trending news, Download this game, Install the new theme etc.

Iss liye ajj hum ek setting k bademe bataunga jisse jariye uplog easily particular application ka notification off kar sakte hai.

Matlab Jo Jo application k sath upp iss setting karoge uss application ki toraf sei koi bhi notification nahi ayega.

Android Mobile mei bekar or faltu notification ko kaise stop kare:


Step 1: Pehle upp log Setting option par jaiye.

Android ka setting option sei apps option par jaiye
Setting Option

Step 2: Phir ohise Apps option k upar click kare.

Apps option sei particular application ka notification off kare
Apps List

Ahipe upka device mei installed sobhi application ka list mil jayga. Upp simply jis application ka notification off karna chate hai usi k upar tap kare.

Mene UC Browser ko example k rup mei chuna, iss liye iske upar tap karta hu.

Uc browser ka / android application ka notification off kariye
Ex: UC Browser

Step 3: Ubb dekhiye show notification ka ek option hai jiske upar tik (√) mark kiya hua hai.

Matlab ki iss application ka notification turn on hai. Upko simply tik (√) mark k upar click karke notification ko turn off karna hai.

Notification off karneka permission dijiye
Permission

Step 4: Phir or ek page ayega jahapar likha hoga "Upp such mei turn off karna chate hai? upp important updates and alerts ko miss karoge".

Upko simply OK button par click karna hai.

Application ka notification ab stop ho jayga check kar sakte hai
Notification Stop

**Ubb dekhiye show  option sei tik (√) mark hat gaya. Iska matlab Uc browser sei mera mobile mei kabhi bhi notification nahi ayega.

Agar upp phirse Uc Browser ki toraf sei notification receive karna chate hai to simply setting option sei same step follow karke tik (√) mark enable kar dijiye.

Lastly, To abb dekh liya kaise asani sei bina koi application download karke kisi bhi apps ka notification bandh kiya jay.

Lekin upko ek chij pata karna hoga, konsi application sei bar bar bekar ki notification aa rahi hai a idea karna hoga. Upp idea lagane k bad uss particular application ka notification ko easily stop kar sakte hai.

Agar upp sobhi application ka notification stop karna chate hai to sobhi ko ek ek karke karna hoga.


Also Read:

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.