Skip to main content

Khud Ringtone Kaise banaye from any Song

Iss article sei Uplog kisi bhi song ka koi bhi part ko easily ringtone kaise banate hai o sikhenge o bhi offline.


How to make Ringtone from ringtone maker


Khud Ringtone banane k fayde:


1) Bar bar ringtone dhundne ka jorurot nahi


2) Data expences sei Bach jaoge


3) Time expend karneka jorurot nahi


4) Kahi bhi kabhi bhi ringtone toiar karke sath sath use kar sakte hai.


Note: Agar upp khud ringtone banana chate hai, to pehle upko uss song ko device mei rakhna hoga jiska ringtone upp banana chate hai.



Khud Ringtone kaise banaye:


Step 1: Pehle play store sei Ringtone Maker apps ko install and launch kariye.



Ringtone maker ka all song list
All song list

Step 2: Ubb ek aisa interface milega jahapar  upna device ka all downloaded song show hoga.



Song ko edit karke ringtone banaye
Edit option

Upko simply particular song k side mei show hui 3 dot option par click karna hai, jis song ka ringtone upp banana chate hai and uske bad Edit option k upar click kariye.



Ringtone ban raha hai through ringtone maker
Create Music

Step 3: Ubb ek aisa interface ayega jaha sei doo bodi bodi side bar sei pura song ki kuch part ko select karna hai, jis part ka ringtone upp banana chate hai.


Nahi to upp niche diwi gayi Start and End option ka istemal karke song part select kar sakte hai.


Step 4: Ringtone ka part thik sei select karne k bad interface k upar diwi gayi save icon k upar click kare.



Banai gayi ringtone save kariye
Save the Ringtone

Step 5:  And uske bad ringtone name dalke save kare.



Set ringtone for default contact and all contact
Set Ringtone

Lastly or ek option ayega jaha sei upp banai gayi ringtone ko default ringtone/particular contact k liye set kar sakte hai.


Conclusion: To a tha choti si jankari khud ringtone banane ka step. Jo bohot useful and easy hai. Agar iss article k sommodhit koi jankari chahiye to comment karke puch sakte hai. Thank U:)



Also Read:



Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.