Skip to main content

Blogger sei shaadi karneka 16 fayde (Benifits) Hindi Mei!

Koi father unki daughter ko blogger se shaadi nahin karne dete Hain, kyunki yah sochte Hain ek blogger hamesha nonsense work mein busy rahte hain Puri din. Jahan per unki ladki ka life destroy ho jaega. Isliye ek father hamesha ek accha job worker ko dhunde hai and unke sath, unki ladki ka Shaadi kara dete Hain.

Lekin other professionally employed people sei shaadi karne se jyada khush ek blogger ke sath bitane Mei hoga. Lekin ye baat Koi father ko kaun samjhega.


So, ajj Mei unn sob father's and daughters ko bataunga, ek blogger sei shaadi karneka keya keya fayde hai.

Agar upp Puri article ko attention k sath paste Hain, Mei sure hu ki upp blogger k Bina other kisi k sath,upki ladki ka sadhi nahi denge.

Mei iss article par bloggers sei sadhi karneka benifit k sath other worker sei sadhi karneka difference bhi bataunga.

Benifit of maarige an blogger

To, chaliye suru karte hai!

Blogging ek type ka business hai. Reliance Jio, India media Ane k bad, India ki har district Mei new blogger blogging suru kiya hai.


Lekin blogging Mei success pane kliye bohot hard work and bohot Jada patience rakhna hoga. Kabhi kabhi 2-3 sal continue blogging karne k bad success Milte hai.

Mei Mantahu, agar kisika blogger friends and blogger relative hai, o bohot Lucky hai. Agar upp koi blogger ka work ko, closely dekhte hai, upp unko accept karenge.

Mei Asha karta hu, upp iss Puri article read karne k bad, ek blogger and unki Kam ko 💯% salute karenge.

1. Ek blogger upko maximum time dega


Every wife unki husband ko 24 hours pas Mei Pana chate hai. Agar aapka partner Koi job karte Hain to, 10 baje Ghar se nikalega and 4 baje ghar mein aaega and aap unke sath phone mein bhi baat nahin kar payenge.


By chance office mein koi Koi gussa hote hi Puri gussa aapke upar nikalega.

Lekin ek blogger Ghar se hi blogging karega and 24 hours aapke sath rahega isiliye koi problem nahin hoga

2. Other fields ki people sei Jada sensible


Agar Main sensible ki baat karun to, blogger and YouTuber se jyada sensible aur koi nahin hai.

Kyunki ek blogger and youtuber hamesha naya chij ke upar recharge karte Hain aur apni blog ko update karte Rahte hai. Isliye unki thinking and unki kam others people se bahut fast and quick hai.


Aar aap Koi blogger se sadhi karte Hain, to aapko ek sensible life partner milega.

3. Paisa ka kami nahi


Ek blogger youtuber kabhi bhi aapko Paisa ka kami samajh ne nahin dega kyunki ek blogger kuchh Na kuchh new earning source dhundh lete hai.

Agar aap Koi employed person ko shaadi karte Hain, uska salary fixed rahega.

Lekin ek Blogger pahle 2 sal trouble Mei padega, kyunki blogging sei unki Koi earning nahin hogi. Earning start hone ke bad aur koi bat ka tension nahi.

Keu ki blog Mei earning fixed nahi rehte hai, hamesha increase hote hai.

4. Upko Naya Naya gift milega, jinko upp imagine bhi nahi Kiya


Blogger hamesha kuchh Na kuchh naya karne ke liye sochte hain aur naya kar bhi lete Hain. And a blogger hamesha naya gadget and naya thing kharid te hai.


Blogger special relation ke liye aisa gift khareed te hai jo aapko hamesha surprise dega.

5. Blogger kisi sei cheat Nani karega


Aajkal cheating ek normal chij Ho Gaya. Lekin blogger ke pass rubbish work karne ka time nahin hote, vah hamesha new thing, unki fans and unki site ke bare mein sochte hain.

Blogger hamesha relationship ko acche se maintain karne mein busy rahte hai.

6. Upka partner khudka boss hai! So, upko proud feel hoga


A baat aapko proud feel karega, aapke husband kisi Ka under Kam nahin karte Hain khud ka boss hai.

Ek blogger Ka jab man chahe kam Karen ya na Karen, blog se unki earning aata Hi rahega.


Lekin agar aap job karte Hain, aap jab karna stop Kar Diya to salary bhi stop ho jaega.

7. Upp galti karne k bad bhi, khud sorry bolega


Kabhi-kabhi doubt and misunderstanding ke vajah se problem create hote Hain. Iss time ek blogger jyada soch ke Bina sorry bol dega and angry moment ko Love moment mein change kar dega. Oh a nahin sochega unki galti thi ki nahin.

8. Doubt sei Bahar ayenge


Aajkal bahut relation doubt ki vajah se khatm ho jaate Hain. Lekin ek blogger hamesha positive rahte hain, vah jyada negative nahin sochte hain so, ek blogger aapko kabhi bhi doubt nahin karega.

9. More traveling


Blogger se jyada travelling aapko koi nahin kara sakta, vah hamesha traveling ko Pyar karte Hain and new and interesting place mein jaate Hain. Jo sabhi ladki pasand karte Hain


Lekin ek emoloyed or businessman aapko a benefit kabhi nahin dila payenge.

10. Upka sobhi hobby fulfilled hoga


Ek blogger hamesha other person ko Happy rakhne ka koshish karte Hain. Vah hamesha other person ko help karte Hain. Agar aap unki life partner Ho, vah koshish karega aapko Khushi karne ka isliye ek blogger unki life partner ki sabhi hobby ko mitate Hain

11. Time management sikhenge


Ek blogger ko kob pst likhna hai, kab comment ka reply karna hai ek time table banaa lete Hain. Agar aap blogger ke pass rahte hain aap bhi time management karna Sikh jaenge

12. Quickly problem solve karte hai


Blogger or youtuber ki fan hajaro problem and question blogger ke samne rakhte Hain aur ek blogger sabhi problem ko solve Karke, unki fan-base create karte Hain.


Problem solve karte karte vah bahut quickly and ek experienced problem solver Ban jaate Hain.

13. Upki bat carefully sunega


Agar koi blogger Koi booking post unki block mein publish karne mein sochte hain o carefully post ko research karega and carefully YouTube video dekhega Jo unka ek habit Ban jaate Hain.

Isliye o kisi Ka baat ko bahut carefully sunte Hain chahe o uski fan Ho aur uski ki partner Ho.

14. Upp unko 24 hours khudke pas payenge


Agar aapke husband ek pro blogger hai and unki blog bahut hi popular hai, to apna aap block se income aata rahega aur work karne ka bhi jarurat nahin isliye future mein aap unko 24 hours apne pass paoge


15. Upna good identity create hoga


Agar aapka husband ek blogger hai logon ke pass unki ek identity build hoga. Aur log a bhi janenge aap unki wife ho. So, aapka hi identity build hoga.

16. Dhire dhire upp bhi khudka boss banenge


Ek blogger ke pass itna kuchh quality rahte hain aur unke sath rahte the aapka andar bhi o quality a jaega aur future mein aap bhi husband ke sath kam kar sakte hain. Tob upp bhi khud ka boss banenge.


Lastly, to aapko pata chal gaya hai ki ek blogger mein Main Kya Kya quality rahte hain.

Aur agar aap blogger se shaadi karna chahte hain, unn blogger ko partner banaaiye, jinke blogging mein carrier hai and 3 years ka experience hai and a bhi pata kare o successful blogger hai ki nahin.

Otherwise aapko bahut problem face karna hoga

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.