Skip to main content

RozDhan apps sei Paisa kamaye step by step jankari about RozDhan app

Keya upne smartphone sei earning karneka easy way dhund rahe hai? A matter Beano karega upp student ho yea worker, koi bhi person Mobile apps sei up easily earn Kar sakte hai. All hum Roz DhanApp k bademe bar karenge, jaha sei upp kuch Paisa Kama sakte hai.

Details jankari

Roz Dhan keya hai?


Roz Dhan ek earning application hai, upp iss application k jariye video watching, article and video sharing k jariye point earn karke Paisa Mei convert Kar payenge.

Roz Dhan apps sei earning karneka tarika:


Roz Dhan application sei upp directly Paisa nahi Kama payenge. Upp video watching/sharing and invite karke point collect karke money Mei transfer Kar payenge. And converted money ko Paytm account Mei transfer Kar payenge.

200 coins = 1 RS

Uppko daily login and article/ Video read karke unko social media mei share karke coin collect Karana hoga.

Or other person ko referred (refer I'd k sath) karenge to 1250 coin earn hoga.

Roz Dhan apps Mei account kaise banaye?


  • Download the apps
  • Open the app and enter phone number
  • Verify with OTP
  • Then koi bhi invite code enter karenge to, 25 rs mil jayga.


Roz Dhan sei Paisa kaise kamate hai?


Earn kare and Paisa kamaye

Upp simply application open karke daily bonus (coin) lijiye and uske bad Earn Money section Mei jaiye, ohise upp Invite Friends and share article & Earn coins option sei coin earn Kar payenge. Or Next Day earn Kiya hua coin autometically Rs Mei convert ho jayga.

200 Coins = 1 INR

Roz Dhan apps sei Paisa withdraw kaise kare?


  • Apps open karke Me option Mei click kare
  • Click on Income
  • Click on Cash Withdrawal
  • Phir Bank Account & Redeem option Mei click kare


Request karne ki 7 days ki under bank account Mei withdrawn money add ho jayga. Lekin Roz Dhan apps sei uppko minimum 200 RS withdraw karna hoga.

RozDhan to bank withdrew and balance check

Iss page sei upp invited friends and earning history k sath Top ranking list ko bhi dekh payenge.

Lastly, A the jankari Rojdhan application sei earning karne k bademe. Jahasei upp bohot time lost karke, kuch Paisa earn Kar sakte hain.


Agar upp such Mei Online earning karna chate hai, upp YouTubing, blogging, photo selling business start kare; Matlab ek aisa platform choose kare jahapar future hai.

Bekar ki apps download karke thodi Paisa Kama bhi lete ho to, bohot time khotom ho jayga.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.