Skip to main content

Online sei earning karna is Easy or Hard! Puri jankari

Online sei income karna asan hai ki nahi, iss topic par ek post likhna bohot e important, keu ki bohot sare newcomer online par ate hai income k liye or kuch din bad o bapas lot jate hai, jahase o aya tha.


Online sei Uppko bohot sare job mil jayga lekin mei online k bareme uss  type ka, job k bareme bat kar raha hu Jo genuine hai. Koi play store sei earning apps download karneka bat nahi kar raha hu.

Agar upp online sei income karna chate hai to upp hamesha self employed rahoge.

Kuch Earning source online sei genuine earning karneka:



  •  Blogger ban sakte hai
  •  Youtuber ban sakte hai
  •  Freelancer ban sakte hai
  •  Online teaching class lee sakte hai
  •  Photo Selling kar sakte hai
  •  Affiliate Marketing kar sakte hai.
  •  etc.


Agar upp online sei earning karneka soch rahe hai to upp uss source ko choose kare, jisme Upp passionate hai Jo upko karne mei hamesha accha lagta hai.


Playstore sei earning apps sei earning karke bhi Upp thora kuch paisa kama sakte hai, lekin kitna kama Paoge? iss application ka koi life time garenty hai ki nahi?


Agar application sei income Karnai hai to, application banana sikhe, dusre ka earning apps par khud uski income source mat banaiye, isse fayda uski hogi upko kuch nahi milega.

Online sei earning karneka fayde:



  •  Upp kahipar bhi upna job kar sakte hai.
  •  Roj subha dourana nahi padega
  •  Job Mon cha hai kam karo
  •  Upp upna only Boss hoge
  •  Upp hamesha independence rahoge
  •  Salary ka tension nahi hoga
  •  Income hamesha badega kabhi, ghatega nahi agar, upp passion sei karoge to
  •  Internet par upka naya pehchan hogi.


Keu bohot sare log Online income karneka soch dimag sei hata deta hai? :


Sob log Online mei income k liye ata to hai, lekin upko pata hai 100 mei sei 2 log success hote hai baki sob hat jata hai.


Upp jante hai keu? Keu ki online par genuine tariko sei income karna itna asan nahi hai, online sei income generate karne k liye bohot Jada time lagti hai.


Kabhi kabhi blogger or youtuber 2 sei 3 sal continue karne k bad bhi success bohot der mei milta hai. Keu ki bohot sare log hard work ko dhan dete hai, smart work ko nahi. Lekin online sei earning karne k liye smart work karni hai, hard work nahi.

Online sei income karna asan hai ki nahi:


Details information about online earning

Online sei income karna bohot asan hai, agar upp passion k sath kuch bhi source ko chun loge, to upko online par kam karne k liye boring najar nahi ayega.

Lekin agar upp shef paiso k liye aoge, jindegi mei online par success nahi milega.
Aj competition market mei agar upko complete karna hai, jitna Jada logo ka help kar sakte ho, upko karna hai. Agar upp shef paiso k liye online par kam karoge, upka dhan paiso ki toraf hi rehega logo ka help kabhi nahi kar Paoge. Or logo ka agar help nahi hua, to log upka kam ko keu pasand karega?

Online sei kuch na kuch choose karke, job to bohot sare log karte hai, lekin online par income karne k liye bohot time lagti hai, or uske liye bohot sare log boring hoke online sei income karna vul jate hai.


Lekin agar upp kisi kam k liye passionate ho, or paiso k bareme na soch k hamesha karte jao, to ek din upko success jorur milega.

Or agar upp sahi platform choose karke dil sei kam karte ho, or karte karte income ana ekbar start ho gaya to, upko piche ghumke dekhne ka koi jorurot nahi.

Lekin iske liye doo chij chahiye, pehla Passion or dusra time.


Also Read:

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.