Blog banane k bad 7 chij ki upar naya blogger ko dhan dena hai ajj hum usi topic par bat karenge.
Agar upp ek naye blogger ho upko pata nahi chalega, blog ko ranking or logotok pochane k liye upko keya karna joruri.
Iss liye a post dhan sei pade or blog ko age tok leke jaiye.
The 7 Work you do After creating your Blog:
Upna blog k liye ek accha sa mobile friendly theme use kare. Upp naya naya blogging kar rahe ho iss liye free theme use kariye.
Lekin theme acchi dekhne wali or mobile friendly jorur hona chahiye.
Upp Gooyaabitemplates, btemplates sei free template download kar sakte hai.
Phir uske bad Meta code generate karke blog mei lagaye.
Upna blog ki pehchan google k pas vejne k liye meta code bohot important.
Lekin site mei templates add karne k bad hi meta code lagaye, keu ki bar bar template change karne sei meta code delete ho jate hai or phirse generate karna padta hai.
Blog ko Google search engine mei submit kare, keu ki google upka post search engine mei show nahi karega to upka site mei kabhi views nahi ayega.
Kuch categories and label toiar kare jiske bareme upp blog article publish karna chate hai.
Dhan rakhe blog post likhne k bad hi upp post k liye categories/labels set kar sakte hai. Iss liye pehle kuch article publish kare phir specific categories site mei add kare.
Upne blog sei related dusra blogger ka list banaye or usko follow kare. O konsi topic par article likh raha hai, uski hisab sei khudki knowledge sei post likhe.
Blog k liye ek target set kare. Kitna time mei kitna dur tok blog ko move on karna hai and Har din konsi time mei keya keya kam karna hai, blog k liye.
Upp free mei blogspot sei blogging kar sakte hai. Agar upp chahai to godaddy sei domain and hostgator sei khudka hosting buy karke bhi blogging kar sakte hai.
Domain and hosting beginner ka liye itna important nahi hai. Lekin job uppka site par visitors ana suru ho jayga top site speed badane k liye hosting ki jorurot padega.
Conclusion: Agar upp blog mei naye ho to upko obviously a 7 chijo ko follow karna hoga Upna blog ranking par lane k liye. Iss 7 chij k babajut bhi bohot sare kam karna hai, Lekin a 7 chij blog ka ABCD hai.
Agar upp ek naye blogger ho upko pata nahi chalega, blog ko ranking or logotok pochane k liye upko keya karna joruri.
Iss liye a post dhan sei pade or blog ko age tok leke jaiye.
The 7 Work you do After creating your Blog:
1] Theme add kare:
Lekin theme acchi dekhne wali or mobile friendly jorur hona chahiye.
Upp Gooyaabitemplates, btemplates sei free template download kar sakte hai.
2] Meta code add kare:
Phir uske bad Meta code generate karke blog mei lagaye.
Upna blog ki pehchan google k pas vejne k liye meta code bohot important.
Lekin site mei templates add karne k bad hi meta code lagaye, keu ki bar bar template change karne sei meta code delete ho jate hai or phirse generate karna padta hai.
3] Google search console mei submit kare:
Blog ko Google search engine mei submit kare, keu ki google upka post search engine mei show nahi karega to upka site mei kabhi views nahi ayega.
4] Labels and categories add kare:
Kuch categories and label toiar kare jiske bareme upp blog article publish karna chate hai.
Dhan rakhe blog post likhne k bad hi upp post k liye categories/labels set kar sakte hai. Iss liye pehle kuch article publish kare phir specific categories site mei add kare.
5] Top bloggers ka list banaye:
Upne blog sei related dusra blogger ka list banaye or usko follow kare. O konsi topic par article likh raha hai, uski hisab sei khudki knowledge sei post likhe.
6] Target set kare:
Blog k liye ek target set kare. Kitna time mei kitna dur tok blog ko move on karna hai and Har din konsi time mei keya keya kam karna hai, blog k liye.
7] Domain or hosting kharide:
Upp free mei blogspot sei blogging kar sakte hai. Agar upp chahai to godaddy sei domain and hostgator sei khudka hosting buy karke bhi blogging kar sakte hai.
Domain and hosting beginner ka liye itna important nahi hai. Lekin job uppka site par visitors ana suru ho jayga top site speed badane k liye hosting ki jorurot padega.
Conclusion: Agar upp blog mei naye ho to upko obviously a 7 chijo ko follow karna hoga Upna blog ranking par lane k liye. Iss 7 chij k babajut bhi bohot sare kam karna hai, Lekin a 7 chij blog ka ABCD hai.
Comments
Post a Comment