Skip to main content

Blog k liye Target Keya rakhna Chahiye - Set your Blog Target Now!

Blog successful banane k liye target konsi rakhna chahiye:


Agar upp naya blogger ho or upna blog ko successful banana chate hai to upko upka blogging k liye kuch target set karna bohot joruri hai.



Agar Upko pata hai ki upko site ko rank par leke Jane k liye keya keya karna hai to a post upke liye nahi hai.



Lekin Jo log naya naya blogging ka suruwat karne jaa raha hai or unko blogging mei success hona hai to kuch target upka blogging journey ko successful bana sakte hai.


Blog banane k bad Target set kare


Blog k liye keya keya target rakhna hoga?


Ahipe diwi gayi har ek point k sath agar upp thik sei kam karte hai to upko blogging mei bohot joldi success Milne ka asa hai.

Minimum two post Per day: 

First 6 month Upko kom sei kom daily two post karnai hoga. Jitna Jada post hoga utna Jada blog rank hoga.



Or upko bhi accha lagega a sochke, upke blog mei bohot sare categories ka post hai.

Minimum 1000 word per post: 

Shef daily doo post 1000 word k sath likhna hai, tobhi upka blog rank karega.

Research the title and topic: Post likhne sei pehle post k bareme full information collect kariye.



Uss topic par JoJo important bate add karna chahiye puri research karne k bad post likhna suru kare.

Create minimum 5 back links per day: 

site sei related minimum 5 back links jorur banaye. Keu ki backlinks dusre site sei visitors upne site par late hai.



Mene man liye ek back link sei 1 visitors ayega. Matlab 5 back links = 5 Visitors (per day).

So, 30 days × 5 back links per day = 150 visitors monthly.
6 months = 900 visitors on your blog.

Isliye per day 5 back link jorurur banaye.

Share on all social media: 

Upne bohot time leke content to banate hai, to or 2 minute time spend karke social media par post share keu nahi karte?



Social media par share karne sei upko thori bohot visitors bhi a jayga or upka site google par rank bhi karega.


Blogging target fulfil karneka kuch joruri tips:


Upka target ko fulfil karne k liye niche kuch step diya hua hai, Jo upka target sofol karne k liye help karega.

Create a time table: 

Blog banane k bad upar mei diwi hui kam ko jorur kare or iss liye ek time table bana lijiye.



Upko kob post likhna hai, kob seo karna hai, Kob keywords research karna hai, kob back link create karna hai. Asob k bareme ek list banaiye or daily uss list ko follow kariye.

Make a chart, based on your categories:

Upp konsi topic mei blog banana hai or upka topic k upar alak alak categories toiar kariye.



Man liye Blog k under 3 categories hai (1) Make Money, (2) Online Jankari, (3) Social Media. jiske bareme upko post likhna hai.

Upp alak alak date fixed kariye alak alak categories k under naya post dalne ka.



Jaise ki Sunday or Monday Make money k upar post likhna hai. Tuesday and Wednesday Online jankari k bareme post likhna hai.

create a list of top blogger: 

Backlink banane k liye upka blog releated dusra blog par comment karne k liye ek list banaye.



Jaisa:
Hindi me help
support me India
All Hindi me help
All Hindi help

Ek pura list banaye or per day uss site par Jake backlink banaiye.



List banane sei or har ek site par Jake upko new topic k bareme bhi pata chal jayga.

learn something new and gain complete knowledge about this topic:

Har din Kuch na kuch naya sikhne ki kosis kare, jitna upp khudko improve karoge utnai upka blog improve hogi.

Upp Quora, Wikipedia, YouTube, Wiki How, Pinterest jaisa site ko follow kariye or kuch naya sikhe blog par post likhe.



Conclusion: Iss article mei batai gayi Pura concept mera personal experience hai. Mei iss trick and target ko follow karkei mera blog ko move on karta hu.

Agar iss article sei upka help mili to comment mei jorur bataye or upna dost k sath bhi share kare.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.