Skip to main content

Android Mobile mei windows 10 kaise install kare (Get all features with Launcher)

Ajj kal android Mobile k under sobkuch hota hai. Lekin Android k under windows 10 ko use kar sakte hai keya?

Yes, Ajj hum android k under windows 10 ka full istemal karna janrnge Jo bilkul easy hai.

Iss Torah sei computer/laptop k bina android mobile k under windows 10 install karke Microsoft ka maja paa sakte hai.

Android Mei windows 10 kaise install kare

Computer ka keya keya chij Android mei Milega:


1: Windows 10 ka full interface
2: Microsoft Office (Ms word, Ms Excel, Ms PowerPoint
3: Other Useful Software/ Application

Note : Upka jorurot chij/application alak alak karke PlayStore sei download  karna hoga, jiska link iss article mei mil jayga.

Android Device mei Windows 10 kaise use kare:


Pehle upko play store sei ek application download karna hai jiska nam hai computer launcher (windows 10 ka interface pane k liye)

Step 1: Pehle Computer Launcher ko install and launch kariye.

Android mei windows 10 features pane k liye permission dena hoga
Give permission

Step 2: Phir doo bar slide karne k bad permission mangega. Upko simply Get Started option par click karna hoga.

Windows 10 ka homepage sei all application ko control kare
Windows 10 homepage

Ab dekhiye computer ka pura interface upka device mei ageya.

Full Guide about Computer Launcher:


1: Uplog start mei click karoge to windows 10 ki Torah full interface a jayga.

Windows 10 start option sei all application dekh and customized kar sakte hai
Start Option

Jahase upp easily koi bhi application ko use karne k sath sath Pin/uninstall kar sakte hai.

Windows 10 ka homepage sei all feature access kar sakte hai
Create new folder

2: Agar homepage mei koi naya folder banana hai to simply thori time k liye tap kijiye  or new folder option k madat sei naya folder bana lijiye.

Cortana notification bar is available now computer launcher
Notification Bar

3: Windows 10 homepage ka ekdom niche corner mei upko notification option milega jaha sei upp notification dekhne k sath sath WiFi, Bluetooth, Volume, Speaker, Data, Airplane mode ko control kar sakte hai.

THis PC option sei drive select kare and access kare
This Pc

4: Homepage mei diwi hui This PC option sei Local disk/drive ko control kar sakte hai and recycle bin option sei deleted file ko restore kar sakte hai.

Cortana on computer launcher in android application
Cortana Voice assistant

5: Start option k pas diwi hui Cortana option sei voice assistant k jariye kam hasil kar sakte hai. ( Google ka Google voice assistant and Microsoft ka cortana voice assistant hote hai.)

Computer launcher mei date and time dekhe windows 10 on android
Date and time option

6: Homepage k niche diwi hui date option sei Ajj ka date and time ko dekh sakte hai ekdom computer jaisa.

Windows mei Microsoft ka istemal kaise kare:


Android mei windows 10 ko to lagalia. Lekin Microsoft (word, excel etc) ko bhi to download karna hoga.

Iss liye upp sidha play store par jaiye and ohise WPS Office application ko download kar lijiye.

Other Useable apps you can Install:

1: WinRar : Koi rar/XML file ko extract karne mei Computer mei use hote hai.

2: VLC : Computer ka jadatar video vlc mei play hote hai.

3: Notepad : Note likhne/ HTML website banane k liye useful hoga

4: MS Paint : Painting karne k liye use hote hai.

5: Google Chrome: Browsing k liye best rehta hai.

Agar upko jorurot pade to upp bhi a sob application ko download kar sakte hai, nahi to upp android k anusar application ka istemal kar sakte hai. Lekin upar mei diwi gayi application pura windows ki Torah nahi hoga key ki a android version hai.

Lastly, Upp iss Torah sei upka dost ko bebokup bana sakte hai...android mei fake windows ko install karke. Agar upka koi sabal hai to upp comment mei jorur puche. Thank u :)


Also Read:

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.