Bohot saree log pucha hai, YouTube or blogging Mei sei Kon best hai. A ek common And frequently asking question hai, dono Mei sei kisme Jada Paisa Kama sakte hai.
Lekin YouTube mei video upload karne kliye khudka ek YouTube channel hona joruri hai.
Upp, upke knowledge sei juri Hui koi bhi niche topic ko dhundke, khudki website banake article publish Kar sakte hai.
Bohot saree bloggers ka only source and choice hote hai Google AdSense. Lekin shef AdSense ads lagage upp Jada income bank Kar payenge. Upko affiliate link add, sponsorship approve bhi karna hoga.
Content: Upp YouTube Mei shef video content upload Kar payenge.
Agar upp eksath blogging and YouTubing later hai, hardworking k sath; isse accha online sei earning karneka koi chij nahi ho sakte. Upp easily YouTube k jariye logo k sath connect hoke blog par visitors refer Kar payenge.
3. Hard work karna hoga:
5. Best money making platform:
Upp bhi unn platform ko choose kare, jinme upka interest hai. Agar upp shef paiso k liye join honge to kabhi bhi successful nahi honge.
Job Internet sei Paisa kamane ka Bari ate hai, hamare dimag Mei YouTube and Blogging platform ka yaad sobse pehle ate hai.
Lekin in dono Mei sei konsi platform best hai?
Ajj iss article padne k bad upko a confusions dur ho jayga.
To chaliye suru karte hai!
YouTube and Blogging donoi, online Paisa earn karneka most significant way hai.
Ek coin ka Doo side hote hai. Or YouTube and Blogging platform internet ka Doo Main side hai. Upp bohot saree Paisa in Doo platform sei earn Kar payenge.
YouTube Keya hai?
YouTube ek video sharing platform hai. Jahapar upp any type ka video upload karke world ko dikha payenge.
Lekin YouTube mei video upload karne kliye khudka ek YouTube channel hona joruri hai.
YouTube Mei videos upload and share karne k sath sath videos monitazation enable karke ads place kar sakte hai. Job koi visitors unn add k upar click karega, upko kuch Paisa milega.
Iss liye YouTube ek easiest way hai online sei income karneka.
YouTube sei kaise earn hoga:
- AdSense ads lagake
- Sponsorship leke
- Affiliate marketing karke
Blogging keya hai?
Blogging bhi knowledge and sharing karneka platform hai YouTube ki Torah. Lekin YouTube sei Blogging ka main difference hai, blogging upp written form (text) Mei likhke khudki site par upload karenge.
Upp, upke knowledge sei juri Hui koi bhi niche topic ko dhundke, khudki website banake article publish Kar sakte hai.
Bohot saree log samaj te hai, blog very complex task hai. Lekin upp blog ko 10 minutes Mei easily set up Kar payenge.
Upp imagine nahi Kar payenge upp blog sei kitna money Kama sakte hai. Agar per day upki blog mei 1000 targeted visitors ate hai, then upp popular YouTube channel (1M+ subscribers) sei bhi Jada revenue Kama payenge.
Bohot saree bloggers ka only source and choice hote hai Google AdSense. Lekin shef AdSense ads lagage upp Jada income bank Kar payenge. Upko affiliate link add, sponsorship approve bhi karna hoga.
Blog sei kaise earn hoga:
- AdSense
- Others ads network like media.net and infolinks.
- Sponsorship
- Affiliate marketing
- Referral link
Difference Between YouTube VS Blogging:
Price: YouTube channel create karne kliye upko money spend nahi karna hoga.
Lekin Blog k liye hosting and domain buy Kama hoga. Nahi to upp blogger.com sei free blog istemal Kar sakte hai.
Content: Upp YouTube Mei shef video content upload Kar payenge.
Lekin Blog mei textual, video, image, audio sob kuch add Kar payenge.
Design: Upp YouTube platform ko design nahi Kar payenge.
Lekin khudka blog ko upp, khudke according customize and design Kar payenge.
Ownership: YouTube channel Google kabhi bhi delete Kar sakte hai.
Lekin khudka domain and hosting k jariye upp khud, upka blog ka owner hai. And upp completely blog ko control Kar payenge.
Lekin Blog kliye bohot Jada ads network available hai.
*** Uppko upar mei diwi gayi bato ko padke, YouTube and Blogging ka difference pasta chal gaya.
Blogging bohot e incredible hai. Upp iss platform sei upki expectation sei bhi Jada earn Karn payenge. Lekin YouTube ko bhi ignore mat kare, logo k sath easily connect and popular hone k liye YouTube best hai.
Agar upp eksath blogging and YouTubing later hai, hardworking k sath; isse accha online sei earning karneka koi chij nahi ho sakte. Upp easily YouTube k jariye logo k sath connect hoke blog par visitors refer Kar payenge.
Blogging vs YouTube similarities:
1. Original content joruri hai:
Upp khudki style and format sei blog and YouTube content upload kare. Dusro ka copy karenge to kabhi bhi platform rank nahi karega.
2. Uppko Naya sikhna hoga:
New content creating k liye dono platform kiye upko har din kuch Naya sikhke khudko improve karna hoga.
3. Hard work karna hoga:
Content research, editing, creating, promoting asob karne k liye, suru mei bohot hard work karna hoga.
4. Invest karna hoga:
Suru mei mobile camera and blogger.com k jariye free Mei Kam Kar sakte hai. Lekin badme YouTube kliye camera, light and blog k liye domain, hosting, theme buy karna hoga; professional YouTuber/blogger banne k liye.
5. Best money making platform:
Upp dono platform sei bohot Jada earning Kar sakte hai. Dono platform e income karne ka best way hai.
6. Success bohot der Mei Milte hai:
Dono platform Mei success hone k liye bohot time lagega. Or agar upp accha sei correct SEO karenge to, uppko definitely result milega.
Finally, Mei sure hu ki uppko YouTube vs blog ka difference pata chal gaya. Mere ko YouTube sei Jada Blogging Mei interest lagta hai, iss liye mene blogging platform choose Kiya hu.
Upp bhi unn platform ko choose kare, jinme upka interest hai. Agar upp shef paiso k liye join honge to kabhi bhi successful nahi honge.
Comments
Post a Comment