Skip to main content

YouTube Video par Views Kaise increase kare 13 Most Important Tips

YouTube videos par views Lana, koi muskil kam nahi. Bohot sare log YouTube par channel khulke videos ko upload kar dete hai, lekin uski videos par views nahi ate.

Iss liye mei upke liye YouTube videos par views increase karneka 13 tips lekar aya hu. Jo padke or manke upka video par bohot joldi views ayega. To chaliye dekhte hai uss 13 tips ko:-

Boost video traffic

1) Find your niche:


 Bohot sare youtuber hai, Jo uski niche ko find out na karke video banana suru kar dete hai. O youtuber uski channel mei kabhi technology, kabhi motivational to kabhi gana upload karte hai. Aisa video banaoge to jindegi mei kabhi upka channel popular nahi hoga.


Iss liye upka niche ko dhundna hai, jispe upp strong ho. Pehle upp sure ho jao ki upp kis topic par passionate ho, phir channel suru karo.

2) Make High Quality Video: 


Hamesha dhan rakhe high quality video banane mei, jitna ho sake high quality video banane ka. Aj competition market mei, video banane k liye DSLR use hote hai, agar upko uss competitor k sath complete karna hai to high quality video upko bananai padega.

High quality video ko google pehle rank karta hai, a google ka organism's mei ek hai. Iss liye kosis kare 720 or 1080p par video banane.


Mei a nahi keh raha hu, youtubing k liye upko DSLR kharid na padega. Aj market mei android available hai, jiska video quality bohot achha hai. Upp kisiko choose karke, mobile sei youtubing kar sakte hai, or mobile sei youtubing ka a faida hai Upp kahi bhi easily video shoot and edit kar sakte hai.

3) Use Quality Sound:


 Video ka sound quality k liye bhi kabhi kabhi views nahi hota hai.


YouTube hai google ka product and YouTube ka organisms sound quality and video quality ko crack karte hai. Google language ko check karke dekhta hai title k sath voice ka mil hai ki nahi. Iss liye good sound quality bala video pehle rank hota hai.

Agar video rank mei ageya to views automatically aa jayga.

4) Create Attractive Thumbnail: 


Thumbnail YouTube views k liye bohot important. Agar thumbnail bohot accha hogi to views aneka chance bohot Jada hai. Upp kahipar bhi video ko share kar do achhi thumbnail k sath, views joruri ayega.


Lekin upko a bat bhi dhan mei rakhna padega, videos content and title k sath thumbnail ko match hona joruri hai. Nahi to upp video ka topic ek or thumbnail ek banaoge to do ekbar views social media sei a jayga lekin phirse dubara uss particular person nahi ayega. Keu ki upka video k sath thumbnail ka koi mil nahi hai.

5) Make only Valuable video:


 Kosis kare hamesha information and knowledgeable video banane ka. Jo logo k liye kam ayega shef usi video ko banaye, bekar ki video mat banaiye.


Video upload karne sei pehle, khudko ek sabal kare- "keya iss video sei ek bhi admi ka help mil sakte hai?" agar answer yes hai to video ko upload kare or answer no hai to mat kariye.

Jo video hamesha value rakhte hai shef uss video par hi focus kare.

6) Share every video on social media: 

Social media par har ek video ko upload jorur kare. Keu ki social site par video upload karne mei video rank hote hai, a bhi YouTube ka ek organism's hai.

Social media par video upload karne sei, upka video rank bhi hoga or kuch views bhi mil jayga.


Iss liye jitne social media hai, sobhi par YouTube k liye page create kare and video ko upload kare.

7) Give Searchable Title:


 Video ka title kuch aisa de, Jo jadatar log YouTube par search karte hai. Keu ki bekar bale title doge to log kabhi search nahi karega.

Iss liye videos ki topic k anusar title ko dena hai.

8) Give video descriptions:


 Har videos k niche video k bareme chota sa description dijiye. Isse video dekhne sei pehlei logo ka a pata chal jayga, iss video unke liye helpful hai ki nahi.

9) Add social media link:


 Description k niche jitna ho sake social link ko dale, isse video rank hote hai.

10) Focus only on Video information:


 shef video ka topic par dhan dijiye, Jada bekar ki bat karne ka jorurot nahi.

Bohot sare youtuber video sei pehlei 2 minute faltu ki bat karte hai, Jaise ki mera channel ko subscribe karo, ghonti dabao asob, or baki 2 minit video ka content pei dhan dete hai, or last 2 minute phirse bok bok.


Lekin usko a pata nahi google uski voice ko check karte hai video k sath title ka mil hai ki nahi. Or Google pehlei asob faltu ki bate crack karke samaj lete hai video par kuch khas nahi. Or iss liye google uss video ko rank nahi karte hai. Or bina rank ki views kaise ayega?

11) Reply Comment: 


Kosis kare har videos ka comment ko reply dene. Keu ki isse logo ka bhi accha lagega or o samaj jayga upp bohot active ho.

Isse upka next videos dekhke k liye log wait karte hai or views bhi increase hote hai.

12) Don't make fake video:


 Bohot sare YouTuber videos views k liye fake video banaye hai. A trick short term k liye to accha hai, lekin long term k liye nahi, keu ki ek viewers dubara upka channel par kabhi nahi ayega.


Iss liye kosis kare genuine video banane ka or logo ko help karne ka.

13) Use matching tag: 


Videos mei, video k sath milta julta tag ko use kare.

Jo jada searchable or videos content and title k sath matching hai. Upp kosis kare long tag line ko dene or ghuma phirake tag lagaye lekin title ko ekk rakhe. Isse video search engine mei show hone ka chance bohot Jada hai.


Lastly, to a tha kuch batein YouTube video views increase k bareme, agar upp iss 13 tips ko follow karoge to, upka video par views jorur ayega, phir bhi nahi aya to comment par jorur batana, mei upka pura kosis karunga.

Thank u for reading this.

Comments

Popular posts from this blog

Bina Internet ke YouTube kaise chalaye - Easy Tricks

Agar aap without internet YouTube chalana chahte Hain, to aaj ki is article mein app janenge bina internet ke YouTube video kaise chalate hai. A Ek bahut hi simple and easy trick hai. Agar aapki mobile mein internet available nahin hai To ab simply offline hoke YouTube video play kar payenge. App kahin bhi kabhi bhi YouTube se particular video ko play kar payenge. To Chaliye Jante Hain without internet YouTube chalane ka trick! Bina internet ke YouTube kaise chalaye Pahle aapko YouTube open karna hoga Phir particular video ko search karna hoga Aur uske bad video ke Niche Di gai download button press Karke video ko download karna hoga. Note: sirf ek bar aapke mobile mein internet ka jarurat hogi, particular YouTube video download karne ke liye. Download khatm hone ke bad aap aapki mobile ki Internet off kar dijiye. Phir YouTube ki library option me jakar download section mean aapki download Kiya gaya YouTube video show ho jayga. Aap abhi inn video k

Ron gaming real name who is Ron gaming?

Ron gaming popular and famous YouTube gaming channel hain. And YouTube mein uski fan base bahut jyada hai. Lekin Ron gaming ka real name kya hai, yah bahut sare logon ko nahin pata hai. Isliye aaj ki is article mein Ron gaming channel creators ka real name keya hai aur sath sath Ron gaming owner ki face revealed bhi karenge. To, Chaliye shuru Karte Hain! Aaj ki date mein PUBG bahut hi popular game hai. And PUBG game ko world wide 500 million se bhi jyada log play Karte Hain. India mein bhi a game bahut popular hai. Jiske Karan bahut player PUBG ko Youtbe Mei live stream karke, fan base create karte Hain. Ron gaming YouTube par, pubg mobile gaming ka live stream Karte Hain. Uski real name hai Raunak Makhodia. Ron gaming 1 YouTube channel ka naam hai jinka Owner Hain Rounak Makhodia. Raunak No 1 emulator pubg player hai. 2016 mein Ron gaming channel create huyi thi. And ajj (05/11/2019) unki channel par 2.4M subscriber and 508 total videos hain. Agar aap raunok Makhodia ka st

Domain Kya hota hai in Hindi

Domain or domain name kya hai iske bademe aj Hum janenge. Agar upp ek blogger hai to upp domain or hosting k bademe jorur suna hoga . Lekin actually domain Kya hota Hain and domain name kitne types ka hote Hain, ajj hum iss article Mei cover karenge. A article par upp domain ka definition, types of domain, public domain and subdomain kisko kehte Hain and your domain name ka meaning keya Hain, iske bademe bat karenge. To chaliye, Domain name k bademe step by step discuss karte Hain. Domain name Kya Hain (your domain name meaning in hindi) : Domain name upka website name Hain. Domain name ek website address Hain, jiske jariye user internet Mei particular site ko easily findout karke access Kar pate hain. Computer shef IP address use karte Hain, Jo bohot saree number ka series Hain. Jinko yaad rakhna user k liye possible nahi Hain and bohot saree computer ka alak alak IP address hote Hain, jinko IP address k jariye internet Mei findout karna impossible Hain.